Malika-e-husn (JODHA) - Page 6

Created

Last reply

Replies

52

Views

8527

Users

27

Likes

136

Frequent Posters

Susan.Dsouza thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail + 3
Posted: 9 years ago
Originally posted by: abhi786

Pari is looking adorable, stunning , elegant as Mallika e Husn, none could beat my Jodha in looks and even in acting



agree with you👍🏼
khushbooparmar thumbnail
Anniversary 9 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 9 years ago
After reading title one song came in my mind...one of my favorite songs..so perfect for her Jodha❤️
Husn-e-jaanaa ki taarif mumkin nahin
Aafreen aafreen
Tu bhi dekhe agar to kahe hum-nasheen
Aafreen aafreen

Aisa dekha nahin khubsurat koi
jism jaise Ajanta ki murat koi
jism jaise nigahon pe jaadu koi
jism naghmaa koi jism khushboo koi
jism jaise machalti hui ragini
jism jaise mehakti hui chandni
jism jaise ke khilta hua ek chaman
jaise jaise suraj ki pehli kiran
jism tarsha hua dilkash-o-dil-nashin
sandali sandali
marmari marmari
Chehra ek phuul ki tarah shaadaab hai
chehra uskaa hai ya koi mahtaab hai
chehra jaise ghazal, chehraa jaan-e-ghazal
chehraa jaise kali, chehraa jaise kanwal
chehraa jaise tasavvur ki tasvir bhi
chehraa ek khwaab bhi chehra tabir bhi
Chehraa koi alif lailavi daastan
chehraa ek pal yaqin, chehraa ek pal gumaan
chehraa jaise ke chehraa koi bhi nahin
maah-ruuh maah-ruuh
maah-jabin maah-jabin
Aankhen dekhi to main dekhtaa rah gayaa
jaam do aur donon hi do aatishah
aankhen ya maikade ke ye do baab hain
aankhen inko kahuun yaa kahuun khwaab hain
aankhen nichi hui to hayaa ban gayin
aankhen uunchi hui to dua ban gayin
aankhen jhuk kar uthin to adaa ban gayin
aankhen jin men hain qaid aasmaan-o-zamin
nargisi nargisi
surmayi surmayi
Zulf-e-jaanan ki bhi lambi hai daastaan
zulf ke mere dil par hai parchaiyaan
zulf jaise ke ummri hui ho ghataa
zulf jaise ke ho koi kaali balaa
zulf uljhe to duniyaa pareshaan ho
zulf suljhe to yeh geet aasaan ho
zulf bikhre siyaah raat chhaane lage
zulf lehraaye to raat gaane lage
zulf zanjir hai phir bhi kitni hasin
reshmi reshmi
ambarin ambarin
Susan.Dsouza thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail + 3
Posted: 9 years ago
Originally posted by: khushbooparmar

After reading title one song came in my mind...one of my favorite songs..so perfect for her Jodha❤️

Husn-e-jaanaa ki taarif mumkin nahin
Aafreen aafreen
Tu bhi dekhe agar to kahe hum-nasheen
Aafreen aafreen

Aisa dekha nahin khubsurat koi
jism jaise Ajanta ki murat koi
jism jaise nigahon pe jaadu koi
jism naghmaa koi jism khushboo koi
jism jaise machalti hui ragini
jism jaise mehakti hui chandni
jism jaise ke khilta hua ek chaman
jaise jaise suraj ki pehli kiran
jism tarsha hua dilkash-o-dil-nashin
sandali sandali
marmari marmari
Chehra ek phuul ki tarah shaadaab hai
chehra uskaa hai ya koi mahtaab hai
chehra jaise ghazal, chehraa jaan-e-ghazal
chehraa jaise kali, chehraa jaise kanwal
chehraa jaise tasavvur ki tasvir bhi
chehraa ek khwaab bhi chehra tabir bhi
Chehraa koi alif lailavi daastan
chehraa ek pal yaqin, chehraa ek pal gumaan
chehraa jaise ke chehraa koi bhi nahin
maah-ruuh maah-ruuh
maah-jabin maah-jabin
Aankhen dekhi to main dekhtaa rah gayaa
jaam do aur donon hi do aatishah
aankhen ya maikade ke ye do baab hain
aankhen inko kahuun yaa kahuun khwaab hain
aankhen nichi hui to hayaa ban gayin
aankhen uunchi hui to dua ban gayin
aankhen jhuk kar uthin to adaa ban gayin
aankhen jin men hain qaid aasmaan-o-zamin
nargisi nargisi
surmayi surmayi
Zulf-e-jaanan ki bhi lambi hai daastaan
zulf ke mere dil par hai parchaiyaan
zulf jaise ke ummri hui ho ghataa
zulf jaise ke ho koi kaali balaa
zulf uljhe to duniyaa pareshaan ho
zulf suljhe to yeh geet aasaan ho
zulf bikhre siyaah raat chhaane lage
zulf lehraaye to raat gaane lage
zulf zanjir hai phir bhi kitni hasin
reshmi reshmi
ambarin ambarin



very nice song khushi👍🏼