yeh kya kalavati, teri chal ulti parne wali hai, agar issne paani peeliya toh arre kaunsi kalvati par ilzaam aane wala hai jaisi karni aise bharni- RP/Kalavati
aap ko pata hai tara khud ko pyasa rakh kar, aapne hisse ka paani aap ko de diya hai, kitna pyar karthi hai nah aapse, kaas duniya mein sabko tara jaise biwi mile, bauhat deyan rakhthi hai aapka- nandini
sada paani pasand nahi tanda paani peena hai, arre yeh bolke tara ke haath ka kuch bhi pasand nahi hai tuje- tara
ser mein dard hogay kalavati ke, paani ka glass nah hogaya musical chair ka khel hogaya khabie iss haath mein, khabie uss haath mein par kisamt aaj achchi hai kalavati ki akir kaar pani ka glass sahi haath mein poonch hi gaya, par aaj yeh khel katam, hamesha hamesha ke liye khatam- kalavati
matlab woh bajar batto muje zeher dekar tata bye bye khene ke chakkar mein tha- tara
tere aur tere biwi ke beech sab teek toh hai na- RP
mein tujse baat kar raha hoon hawaon se nahi, Ghore ke lagaam kaas ke rakhtha hai aur biwi ki lagam khuli chor rakhi hai, kaboo mein rakh usse, warna kahi agar hum bekaboo hogaye toh sab kasnpur begar jayga, parwa karthe hai teri isliye batane aagaye- RP
paarwa aur aapko, woh bhi meri,aap meri parwa choorriye,aur aapni parwa kijiye, mein tehra aanath, meri toh naa koi izzat hai nah koi maan sammaan mere paas kohne keliye bhi kuch nahi, issi liye mein kehta hoon aap mere zindagi ke kheerki mein jaakna choriye aur aapne daarwase ke peeche chupe sach par dhiyaan dejiye, woh aap keliye behtar hoga- mj
aaj ke baad baba ka koi baat mat talna yeh yaad rakhna ke aaj humare paas joh bhi hai woh baba ke waja se hai- tara
ghar ke cheeso ka khayaal daija rakh legi par bahu aur nandini ka khyaal aapko aur aaditya ko rakhna hai, un dono ki zimedaari ab aap dono ki hai- JR
Edited by mastaTmohi - 9 years ago
comment:
p_commentcount