Dekha tha jo khawab hua aaj wo numayaaKUMUD ka shadi ke jodey me sajna sawarnaa
SARAS ki hasrat the usko doli me bithhanaa
Ashko ki rim jhim me usko khushiyaa lootaana
Bhoolna na tum wo maazi ka fasaana
SARAS aur KUMUD ka wo chidana satanaa
Pareshani me ek dusre ko himmat badhanaa
Zaari rahega wo roothna mananaa
HUMARI DUAO KO ROK KAR DIKHAYE YE ZAALIM ZAMANAA
MAYUSIYO MA BHI HUMNE HAI DOSTO KA FARZ NIBHANAA...
Internet