histry os alexander

Mashal thumbnail
Posted: 18 years ago

Taareekh-e-alam main baray baray bahadur aur mashhoor sipahi guzray hain but fooji karnamoon main sikandar-e-azam ka koi mukabala nahi ker sakta Sa(sikandar-e-azam) 356BC main born hua abhi 18 saal ka tha kay SHEARONIA ki war main uss kay baap philipsani nay apnay beitay ko fooj ka kamandar mukarrer ker dia SA nay iss fooj ki maddad say GHANEEM per aisay hamlay kiy kay after all Philip ko iss jung main jeet hasil hue yeh 374 BC ka qisa hai iss jung kay 2 saal bad Philip ka intakaal ho gaya and sikander takhat per baitha MAQDONIA YOONAN (GREECE) ki aik choti si riasat thi ass pass kay bohat say chotay chotay mulk MAQDONIA kay dushman thay SA nay sab say pehlay uss per qabza kia aur phir iran per hamla kia iran shoroo say hi MQDINIA ka dushman chala a raha tha mosam-e-bahar kay shoro main SA 30000 piyada aur 5000 fooj lay ker asia ki taraf barha aur iss mulk per qabza ker lia jiss ko ajj kal TUEKEY kehtay hai may kay month main uss nay RIVER GRAYNEKSSkay kinaray per irani fooj ko shikast di phir mashrik aur janoob ka rukh ker kay shaam kay pooray sahill per qabza ker lia aur iran ki behri taqat ka khatma ker dia EGYPT nay jung kiyee bagheer hi atat qabool ker li iss kay baad SA larta larta mashriq ki taraf chala gaya yahan tak kay iran main say guzer ker Hindustan main dakhil ho gaya yahan RIVER JEHLAM kay kinaray POORUS say uss ki larai hoee POORUS nay bahadur dikhai mager SA ki chal kamyaab rahi aur POORUS ko shikast hoee SA saray khitay ko fatah kernay kay mansoobay bana raha tha mager iss ki fooj nay agay barnay say inkar ker dia iss waja say who BALUCHISTAN kay rastay iraq kay sheher babul dakhil hua wahan uss ko bukhar nay a ghera iss tarhan dunia ko fatah kernay ki khuahish liay who 39 bars ki umer main mar gaya SA ki danai yeh thi kay who jin mulkoon ko fatah kerta unn kay bashindo ko makhloot ker deta iss tarhaan jinn mulkoon main uss nay yonani tehzeeb phelaiee who sadiyoon iss say mutasir rahay SA was a brave man

👏