Chat Clubs

CC#10 Beautiful Butterflies{strictly Invites Only} - Page 31

Barun_Gf thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 3
Posted: 10 years ago
Gumanaam Hai Koi, Badanaam Hai Koi
Kis Ko Khabar, Kaun Hai Vo, Anajaan Hai Koi
Gumanaam Hai Koi...

Kis Ko Samajhen Ham Apana, Kal Ka Naam Hai Ik Sapana \-2
Aaj Agar Tum Zinda Ho To,Kal Ke Lie 
Kal Ke Lie, Maala Japana
Gumanaam Hai Koi...

Pal Do Pal Ki Masti Hai, Bas Do Din Ki Hasti Hai \-2
Chain Yahaan Par Mahanga Hai Aur, Maut Yahaan 
Maut Yahaan Par Sasti Hai
Gumanaam Hai Koi...

Kaun Bala Toofaani Hai, Maut Ko Khud Hairaani Hai \-2
Aae Sada Viraanon Se Jo , Paida Hua, 
Paida Hua Vo Faani Hai
Gumanaam Hai Koi...

Created

Last reply

Replies

1134

Views

28686

Users

18

Likes

397

Frequent Posters

Barun_Gf thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 3
Posted: 10 years ago
O Nadaan Parindey ghar aaja [nadaan parindey=naive bird]
O Nadaan Parindey ghar aaja
O Nadaan Parindey ghar aaja
Ghar aaja... Ghar aaja... Ghar aaja aa aa..

Kyun desh-bidesh phire maara
Kyun haal-behaal thaka haara
Kyun desh-bidesh phire maara
Tu raat-biraat ka banjara
O Nadan Parinde ghar aaja
Ghar aaja... Ghar aaja... Ghar aaja aa aa..
Naadan Parinde ghar aaja...
Sau dard badan pe phele hain
Har karam ke kapde mele hain

Kaate chahe jitna paro se hawao'n ko
Khud se naa bach paayega tu
Tod aasmaano ko 
Phook de jahaano ko 
Khud ko chhupa naa payega tu
Koi bhi le rasta, tu hai tu mein basta
Apne hi ghar aayega tu

O Nadaan ...
O Nadaan parindey ghar aaja
Ghar aaja... Ghar aaja... Ghar aaja aa aa..
Nadaan Parindey ghar aaja
Nadaan Parindey ghar aaja
Nadaan Parindey ghar aaja

Kaaga re kaaga re mori itni araj tose [kaaga=crow]
Chun chun khaaiyo maans
Kaaga re kaaga re mori itni araj tose
Chun chun khaaiyo maans

Arajiya re khaaiyo na tu naina more [Araj= Request]
Khaaiyon na tu naina mohe
Piya ke milan ki aas
Khaaiyon na tu naina more
Khaaiyon na tu naina mohe
Piya ke milan ki aas

O Nadaan ...
O Nadaan parindey ghar aaja
Ghar aaja... Ghar aaja... Ghar aaja aa aa..

Naadaan Parindey ghar aaja (x8 times)
Barun_Gf thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 3
Posted: 10 years ago
Ya Nizamuddin Auliya 
Ya Nizamuddin Sarkar
Kadam badha le
Haddon ko mita le
Aaja khalipan mein pee ka ghar tera
Tere bin khali aaja khalipan mein
Tere bin khali aaja khalipan mein
Ooo...

Rangreza Rangreza
Rangreza aa...
Ho o ... Rangreza Rangreza

Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun
Kun fayakun Kun fayakun fayakun 
Fayakun fayakun fayakun

Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha
Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha

Woh jo mujh me samaya woh jo tujh me samaya
Maula wahi wahi maaya
Woh jo mujh me samaya woh jo tujh me samaya
Maula wahi wahi maaya

Kun fayakun Kun fayakun
Sadq allahu ali ul azeem

Rangreza rang mera tann mera mann
Le le rangaai chahe tann chahe mann
Rangreza rang mera tann mera mann
Le le rangaai chahe tann chahe mann

Sajra savera mere tann barse
Kajra andhera teri jalti lau
Sajra savera mere tann barse
Kajra andhera teri jalti lau
Qatra mila jo tere darr barse
O Maulaa...
Maulaa... aa...

Kun fayakun Kun fayakun
Kun fayakun Kun fayakun
Fayakun Kun fayakun fayakun 
Fayakun fayakun fayakun
Aaa
Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun

Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha
Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha

Kun fayakun Kun fayakun
Sadq allahu ali ul azeem

Sadaqa-Rosooluh-ul-Nabi-ul-Kareem
SalAllah hu alayhi wasallam
SalAllah hu alayhi wasallam

Ho mujh pe karam sarkar tera
Araj tujhe kar de mujhe
Mujhse hi riha
Ab mujhko bhi ho deedar mera
Kar de mujhe mujh se hi riha
Mujh se hi rihaaa...

Mann ke mere ye bharam 
Kachche mere ye karam
Leke chale hain kahaan main to jaanu hi na

Tu hai mujh mein samaaya kahaan leke mujhe aaya
Main hoon tujh mein samaaya
Tere peechhe chala aaya
Tera hi main ik saaya
Tune mujhko banaya 
Main tto jag ko naa bhaya 
Tune gale se lagaya
Haq tu hi hai khudaya
Sach tu hi hai khudaya
Aaa...

Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun
Kun fayakun Kun fayakun fayakun 
Fayakun fayakun fayakun

Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha
Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha

Kun fayakun Kun fayakun
Sadq allahu ali ul azeem

Sadaqa-Rosooluh-ul-Nabi-ul-Kareem
SalAllah hu alayhi wasallam

Edited by Barun_Gf - 10 years ago
Barun_Gf thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 3
Posted: 10 years ago
meherbani apki jo ap agyi๐Ÿ˜ก
Gul_malik thumbnail
Posted: 10 years ago
jb hum ata hai tou sb chumantar ho jata hai.
Jb sb ata hai tou hum chumantar ho jata hai.
Ye kia majra hai mera mulla.
Tu he bta mera mulla tu e bta mera rabba.
Gul_malik thumbnail
Posted: 10 years ago
This content was originally posted by: Barun_Gf


meherbani apki jo ap agyi๐Ÿ˜ก


shukria.
Janab
Barun_Gf thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 3
Posted: 10 years ago
This content was originally posted by: Gul_malik

jb hum ata hai tou sb chumantar ho jata hai.
Jb sb ata hai tou hum chumantar ho jata hai.
Ye kia majra hai mera mulla.
Tu he bta mera mulla tu e bta mera rabba.

ara wah gul tu toh naya gana bna di os ki jagah gana likhna shuru kar๐Ÿ‘๐Ÿ‘
Barun_Gf thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 3
Posted: 10 years ago
 ab janab ka opposite word kya hoga ..??๐Ÿ˜•๐Ÿ˜•
Barun_Gf thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 3
Posted: 10 years ago
This content was originally posted by: Gul_malik

oye tm new os liku ge.

pagal kutta nai kata mjhe 
i wnt ryt anythng more 
Barun_Gf thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 3
Posted: 10 years ago
Phir se ud chala 
Ud ke chhoda hai jahaan neeche main tumhare ab hoon hawaale
Door door log baag meelo'n door ye waadiyaan

Phir dhuaan dhuaan tan har badli chali aati hai chhoone
Par koi badli kabhi kahin kar de tan geela ye bhi na ho...

Kisi manzar par main ruka nahi
Kabhi khud se bhi mein mila nahi
Ye gila tto hai main khafa nahi
Shehar ek se gaa'nv ek se
Log ek se naam ek ooo

ooo o...
Phir se udd chala
Mitti jaise sapne ye kitta bhi palko se jhaado
Phir aa jaate hain
Kitte saare sapne kya kahoon kis tarah se maine
Tode hain chhode... hain kyun
Phir sath chalein mujhe leke ude ye kyun
O o..

Kabhi daal daal kabhi paat paat
Mere saath saath phire dar dar ye
Kabhi sehra kabhi saawan 
Banu raawan jeeyun mar mar ke
Kabhi daal daal kabhi paat paat
Kabhi din hai raat kabhi din din hai
Kya sacch hai, kya maaya 
hai daata, hai daata

Idhar udhar titar bitar
Kya hai pata hawa le hi jaaye teri ore
Kheenche teri yaadein
Teri yaadein teri ore

Rang-birange vehamon mein 
Main udta phiru
Rang-birange vehamon mein 
Main udta phiru