Qubool Hai

Dilshaad...the true hero and heroine of the sto

jaya2014 thumbnail
Group Promotion 1 Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 11 years ago

Dilshaad'.ek chodii huyi aurat''17 saal pehle ki baat hain'.."aksar aisa hota hain..Asad ki hum kahin aur jaane ke liye nikalte hain'lekin pahunch kahiin aur jaate hain"'..apni mohabbat ke sahare zindagi bitane ki khwaaab har ladki ki tarah inhone bhi dekhi hogi'..  
aur apne shauhar ko har aurat ki tarah aakh moond ke bharosa bhi kii'.
 
inki khush mizaal zindagii mein do nanhe bachhe bhi aa gaye'.  
nahiin inki pari ab tak duniya mein aayi bhi nahiin thii''Dilshaad ko khabar tak nahiin huyi ki unki khushiyon ko nazar lag chukii hain Evil or Very Mad Evil or Very Mad Evil or Very Mad ''jaan se bhi pyaare jeevansaathi ne inhein dhokha de chukka hain..unka ek dusra ghar bhi hain No No 
'..tut gayi hogi kai baar, andar se bikhar se gaya hoga''lekin apne bte aur pet mein pal rehi bachhi ki khaatir Dilshaad is sachhayi se waakif hone ke bawjood apne shauhar ko ek aur mauka diya'..yahaan tak ki apni sautan ke bachhe ko apne hi ghar mein panaah di...  tab jab uski apni ammi use chhod ke gayii thi''lekin inki kismet ki agnipareekshaa toh abhi baaki thi'..ek din achaanak''Rashid apne pariwaar ko, apne bachhon ko, apni biwi ko jise aakhri saans tak saaath nibhane ka waadah kiya tha, sab kuch chod ke chale gaye''.bina kuch bole'..  zindagi bhar Dilshaad ko yehi sawaal tadapati rehi'aakhir meri galti kya thii???...kismet bhi kya khel rachti hain..inhein ek jawaab tak nazeeb nahiin huyi''.
nagari nagari dware dware dhundu re sawaria  
piya piya rut ke mai to ho gayi re bawaria
nagari nagari dware dware dhundu re sawaria 
 

kai baar tutna chaaaha hoga'..lekin who aisa kar nahiin sakti thi'unke saath unke do masoom bachhe rote huye khade the'..
bedardi balamane mohe thoka ghum ki aag mai
biraha ki chingari dardi dukhiya ke suhaag mai
pal pal manava roye chalake nainoki gagariya



aur wahaan se''ek chodi huyi aurat ki kahaani shuru hoti hain'.
aai thi akhiyon me lekar sapane kya kya pyar ke
jati hoon do aansu lekar aashayein sab haarke
duniya ke mele mai lut gayi jeevan ki gathariya
nagari nagari dware dware dhundu re sawaria

jinka koi nahiin hota hain unka Khudah hota hain'isi bharose ke bal pe Dilshaad ne apni zindagii ki har jung, har mushkil khud, akeli, apne pairon pe khade rehi haasil kiii''kismet bhi yeh dekh ke hairan huye honge ki har kisi se wanchhit yeh aurat din pe din aur paak kaise ho sakti hain''

Nahiin Dilshhad ke paas apne dil mein Rashid ke liye nafrat bharne ki har wajah thi...lekin woh aaj tak unhin se mohabbat kart aayi hain...
darshan ke do bhuke naina jeevan bhar na soyenge
bichade sajan tumare karan raton ko hum royenge
yahaan tak apne shauhar ko bachhane ke liye woh khud apne hi bete ke khilaaf tak khadi ho paayi...unke paas Shireen ko apna dushman maane ki bhi har wajah thi...lekin humesha Shireen ki bhalayi hi chaahii...  aur Rashid ke dusre bachhon ko dekhke jalna toh dur ki baat hain..unhein bhi apne hi bachhon jaisi hi samjhi.  ...kaun kehta hain pyaar, paakizgi aur acchhai taakatwar nahiin hoti'..Dilshaad ko hi dekh lo'a woman of power..a woman of tenderness'..love and grace..beauty and goodness'..ek kamii nikal lo aaap in mein'..aisa ho hi nahin sakta ...janaab inhone apni kismet ko bhi haraaya waah!!
Dilshaad ke bare mein jitna likho utna kam hain''Is kahaaani ka asli hero aur heroine woh hi hain!! Har mayine mein!!! Salutes to this woman!! 

Aur Shireen...aaapse main kya kahoon....is baaar aapne jo galti ki hain na...jis aurat ki ghar aap jaane anjaane pehle ujaad chuki hain...jiski khushiyaan chheenke aap apna pariwaar banaayi hain...use aap bhari mahoul mein beizzat karne ki zullat kii...us aurat jinhone apna shauhar aap ko khidmat mein dii (aur agar woh aaj bhi chaahein toh unhein waapis apne paas bula sakti hain aur is mein aap kuch nahiin kar sakti yeh baat aapse achha kaun jaan sakta hain)...us aurat ki bachhon ko aap ne baddua dii...nahiin Shireen...aap ki baddua mein Dilshaad ki ibadat mein rukawat daalne ki taakat nahiin hain....aap aur apni bholi bhaali bhaabhi toh kya aap jaisi hazaaron maaon bhi chaahein na toh bhi Dilshaaad ki bachhon ka kuch nahin bigaad payegi...Is baar aapki galti shaayad Khudah bhi maaf na kar paayein!!! aur apni bholi bhaali bhabhi ke ishaaron pe naachke jitne logon ke dilon ko aap chot pahunchaa rehi hain-Badii Bii, Ayaan , dilshaad, asad- Khudah jaane jab sachhayi saamne aayegi toh aap apne aap ko kaise maaf kar payegi???
In sab mein ek galti huyi Dilshad se'.chup rehne kaa  '. aaj dekho woh bhi khatm!!17 saal se chup rehi biwi aur maa donon ek saath baras padiii''.her pain and anger flowed through not just her eyes'but through mine too..aur agar aap emotionally challenged nahiin ho toh aap ki aankhon se bhi do boond gire honge Crying or Very sadCrying or Very sad '..she proved all of us wrong!!she can stand upto anyone''be it the evi Razia Bii, katputli sautan Shireen, badtameez Haziina Bii aur khaamosh shauhar'..are jis aurat ko kismet nahiin hara paye toh yeh sab kya hain!! Sahi kaha tha mr khan aapne, "ammi yeh sab aapke pairon ke dhool ke baraabar bhi nahiin hain"..true!! true!! True!!
Thank goodness Asad inherited his strength from his Ammi instead of his Abbu's bebas khaamoshi!! cheers 
And Rashid miya...aap chaahe jitne kitni bhi ghudiya factory waale saazish mein phasne ki kahaaniyaan sunayein...,,yeh baat toh hain..that you do not deserve Dilshaad...You do not..You simply do not deserve a woman like her...aaap ke liye aap ki Shireen hi mubarak ho...
Lekin ek darr jo Asad ke man mein bhi hain... affraid aur shaayad yehi baat unhein emotionally challenged banke rehne ke liye majboor karti hain...He knows it well that his Abbu does not deserve his mom...shaayad yehi daar Zoya ko leke inke dil mein bhi hain...kayi meri wajah se Zoya ko dard naseeb naa ho..
And maana ki yeh kahaani hi hain'par Dilshaaad aap ke baraabar aap khud hain!! Aur koi nahiin''Khudah bhi aapko dekhke apni banayii pe garv mehsoos karte honge!!!
Shalini kapoor..Applaudes to you!!!! Is there any need to say how fantabulous you were!!!!We could never imagine anyone else being Dilshaad!!and yesterday we witnessed one of the finest performances in acting!!! Love you!!!
 Qubool hai rocks!!!!!  That's all'.it simply rocks!!!!Thank you QH team!! 
Edited by jaya2014 - 11 years ago

Created

Last reply

Replies

19

Views

2066

Users

19

Likes

44

Frequent Posters

Livingfree thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 11 years ago
True. Well said. She was terrific 👏 She stole the show. And the best part was her dialogue to Rashid. I loved it how she rebuked him saying that to expect him to break his silence is pointless and no wonder Asad hates him. Serves him right for being so spineless and not being able to say anything to defend the honour of the woman he claims to love and his children 😡
LoveAsYa222 thumbnail
Posted: 11 years ago
Beautifully written and Dilshad was amazing yesterday!!! 😳 
shinseen thumbnail
Anniversary 14 Thumbnail Visit Streak 365 0 Thumbnail + 6
Posted: 11 years ago
She stole the show ,
very well said
Urat sab kuchh seah sakti hai uar ker bhi sakti hai BAS sirf niyaat uar erada kerne ki dear hai.
NOW SHE  is in action.
viya.mallik4eva thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 4
Posted: 11 years ago
Love your posts 🤗
Dilshaad...oh god, my heart's bleeding even reading this. She had endured too much pain yaar. I am glad her son loves and respects her immensely, unlike her mute and spineless husband!!
WaqtZaya thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Most Comments (August 2021) 1 Thumbnail + 7
Posted: 11 years ago
A long time Jaya! How are you keeping? Miss you at my fandom page spamming 🤣 🤗

Great post as usual 🤗

Aur Aap!Janab Rashid Ahmed Khan Sahab Accha Hua Ki Aap Chup Rahe!Aapse Khamoshi ki Hi Umeed Th!Accha Hua Ki Aapne Ye Umeed Todi Nahi!17 Saal pehle Bhi aap Khamosh The Or Aap Aaj Bhi Khamosh Hain!Ab Pata Chala Aapka Apna Beta Aapse Itni Nafrat Kyu Karta Hai!!!

NAILING IT issey kehtey hai xD 👏



Dilshad Ahmed Khan proved "Dont Mess with a wounded Lioness, especially when you target to aim at her cubs!"

Best part was, though she was insulted and cursed, she didnt curse anybody back! 

Asad Ahmed Khan? Nay, its Asad Dilshad Ahmed Khan! =)


shank201 thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail Fascinator 1 Thumbnail
Posted: 11 years ago
bahut dino k bad jaya ...😆
agree tht dilshad was awesome...
and loved ur sher's.
Fimmy thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail + 3
Posted: 11 years ago
Wow! Awesome post!
Very well said... Agree with u in each & every point...
Amazing! 👏
jaya2014 thumbnail
Group Promotion 1 Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 11 years ago
Originally posted by: MisHumptyDumpty

A long time Jaya! How are you keeping? Miss you at my fandom page spamming 🤣 🤗


Great post as usual 🤗

Aur Aap!Janab Rashid Ahmed Khan Sahab Accha Hua Ki Aap Chup Rahe!Aapse Khamoshi ki Hi Umeed Th!Accha Hua Ki Aapne Ye Umeed Todi Nahi!17 Saal pehle Bhi aap Khamosh The Or Aap Aaj Bhi Khamosh Hain!Ab Pata Chala Aapka Apna Beta Aapse Itni Nafrat Kyu Karta Hai!!!

NAILING IT issey kehtey hai xD 👏



Dilshad Ahmed Khan proved "Dont Mess with a wounded Lioness, especially when you target to aim at her cubs!"

Best part was, though she was insulted and cursed, she didnt curse anybody back! 

Asad Ahmed Khan? Nay, its Asad Dilshad Ahmed Khan! =)


Hiii Ankie..nahiin re..maine likha do-teen posts beech mein..tumne dekhi nahiin hogii 😭
koi nahiin...thats is Dilshaad...Dilshaad and curse ...she will never do such thing...aur baat toh yeh hain ki agar asal mein kisi ki baddua sachhi mein lagegi toh woh dilshaad ki hi hogi...she is that divine!!i 
I lovee her so much!!!!!Hay Zoya,,,itni achhi kismet hain tumharii...aisi saans toh kismetwaalo ko hi naseeb hoti hain!!
---Shweta--- thumbnail
Anniversary 12 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail + 3
Posted: 11 years ago
Nice Post..
Shalini was Brilliant.
She was the Star of the Episode.