Posted:
now mohan and megha are sttting quietlyu after their search has been a waste as they did not find anything in jhansi
now megha has regained her composure
mohan asks "tum thik ho "
megha says "haan main thik hooon "
megha asks "tumne us din addu ko thapad kyu marta tha "
mohan says "jaane do "
megha says "nahi batao "
mohan says "maine use chori karte pakda tha "
megha says "kya ye sach nahi ho sakta "
megha says " mujhe yakeen nahi tum addu par jhoote ilzaam laga sakkte ho "
mohan says "dekho tumne poocha islye bataya warnea kabhi batata nahi "
mohan says "tumhari problem kya hain tum duniya main har kissi ki baat manti hoo sivai meri "
mohan says "haan manta hoon main addu mujhe pasand nahi karta tha aur mere liye bhi uske saath rishta nanhi jitna gehra nahi tha "
mohan says "iska matlab yeh nahi main use aisa hi thapad marunga aur uspar jhoote ilzaam lagaunga '
mohan says "tum batao tumne bhi nanhi ko do baar thapad mara phir bhi woh sahi tha kyunki tum uski maa hu "
mophan says "aur maine addu ko sahi rasta dikhane ke liye hat uthaya toi mujhe kaha gaya kyu use mara kyu nki woh mera apna khoon nahi hainm "
mohan says "main tumhe poochta hoon agar amar aakar tumhe kehta maine addu ko chori karte pakda to tum usebhi woh i sawaal puchti jo mujhse karti " nahi na
megha is shocked to say and tries to say mohan
but mohan walks off
comment:
p_commentcount