Tumhari iss ada ka kya jawab du,
apne dost ko kya uphar du,
koi acha sa phool hota toh mali se mangwa deta,
jo khud gulab hai usko kya gulab du...
Tumhari iss ada ka kya jawab du,
apne dost ko kya uphar du,
koi acha sa phool hota toh mali se mangwa deta,
jo khud gulab hai usko kya gulab du...
Ek janaze ko dekh ladki muskurai,
yeh dekhkar baba bola,
beta yun jawan maut par hasa nahi karte,
ladki boli baba waada kiya tha unse,
jab bhi milenge muskuraenge...
Baadalo ke darmiyan aisi saagish hui,
mera ghar tha mithti ka,
mere ghar hi baarish hui,
shitijo ko aadat hai garajne ki,
aur hume bhi ziddh hai,
wahi apna aashiyana bana ne ki...
Kabhi roke muskuraye,
kabhi muskurake roye,
teri yaad jab bhi aayi,
tujhe bhula bhulake roye,
ek tera hi naam tha jise hazaar baar tha likha,
jisse khush hue the likhkar,
usse mita mitakar roye...
Zindagi ek chahat ka silsila hai,
koi mil jata hai,
koi bichad jata hai,
jise maangte hai hum apni duao mein,
woh kisi aur ko bina maange mil jata hai...
Chaand ne ki hogi suraj se mohobat,
isliye to chaand mein daag hai,
mumkin hai chaand se hui hogi bewafai,
isliye toh suraj mein itni aag hai...
Socho ke pani se judaa hokar,
yeh machhliya kyu tadap kar mar jaati hai,
na malum tha unko ke,
nazdikiyan aadat aur aadat aksar zindagi ban
jaati hai….
Aankhein khuli ho toh chehra tumhara ho,
aankhein bandh ho toh sapna tumhara ho,
mujhe maut ka dar na hoga,
agar kafan ki jagah dupatta tumhara ho...
comment:
p_commentcount