Originally posted by kishathebest
Ap ko bhi biology lane ki bht jaldi hai🤣
Mai us k dad ki baat karahi hoon wo khud bhi pareshan hain
Par KD ko shmjhaya k kuch nahi hoga😆😆
Dekha mere comment se hi pata chal jata hai ki mein bio side ki hu aur doctor bana chahti hoon 😆 😆 😆
Ya ab samajh mein aaya ki tu sr desai ki baat kar rahi thi par mein kd ki baat kar rahi hoon ki vo khud dara hua tha par aapne bhai ko samjhaya ki kuch nahi hoga