sajde me yun hi jhukta hoon, tum pe hi aake rukta hoon,kya ye sabko hota hai
hum ko kkya lena hai sabse, tumse hi sab baatein ab se
ban gaye ho tum meri dua
khuda jane ki main fida hoon, khuda jaane main mit gaya,
khuda jaane ye kyun hua hai,
ke ban gaye ho tum mere khuda. .
Bachna-Ae-Haseeno