Posted:
Full nazam of Mohan Nbt
23 jan
yaado me kitni dafa
tumhari gali tumhara
dar pukarta
raha...
magar kya karu
mujhse hi aaya na gaya
ek gam jo diya tha
tumhe
mujhse bhulaya
na gaya...
us roj main yaha se gaya
tha ye sochkar
ki laut
aaunga ...
ek wada jo
kiya tha tumse wo
nibha jaaunga...
Magar shayad us waqt
zindagi ko ye manjoor nahi tha
warna main is kadar bhi majboor nahi tha.
abhi bhi waqt hai haan waqt hai abhi...
lekin ye wada hai khud se ki
ek din tumhare samne aaunga
mai...
tumne jo kiya tha
wo har shikwa mita jaaunga main...
yakin dila dunga ki mai bura tha
magar itna bhi nahi
warna tumhara har ilzaam
apne sir utha
loonga
Agar kar paya
main
itna bhi nahi..
23 jan
yaado me kitni dafa
tumhari gali tumhara
dar pukarta
raha...
magar kya karu
mujhse hi aaya na gaya
ek gam jo diya tha
tumhe
mujhse bhulaya
na gaya...
us roj main yaha se gaya
tha ye sochkar
ki laut
aaunga ...
ek wada jo
kiya tha tumse wo
nibha jaaunga...
Magar shayad us waqt
zindagi ko ye manjoor nahi tha
warna main is kadar bhi majboor nahi tha.
abhi bhi waqt hai haan waqt hai abhi...
lekin ye wada hai khud se ki
ek din tumhare samne aaunga
mai...
tumne jo kiya tha
wo har shikwa mita jaaunga main...
yakin dila dunga ki mai bura tha
magar itna bhi nahi
warna tumhara har ilzaam
apne sir utha
loonga
Agar kar paya
main
itna bhi nahi..
comment:
p_commentcount