Good ones Sumayya, esp the last one was very goodπππ.
Here's one for the 2Ds.
Zara, zara bahakta hai, mahakta hai aaj toh mera tan badan
Main pyaasi hoon, Mujhe dharle apni baahon mein
Zara, zara bahakta hai, mahakta hai aaj toh mera tan badan
Main pyaasi hoon, Mujhe bharle apni baahon mein he,
Meri kasam tujko sanam door kahi aaja,
Yeh doori kahati hai paas mere aaja reβ¦..
Yuhi baras baras kaali ghata barse hum yaar bheeg jaaye
Is chaahat ki baarish mein,
Meri khuli khuli lato ko suljaye tu apni ungliyon se
Main toh hun isi khwaaish mein
Sardi ki raaton mein hum soye rahe ek chaadar mein.
Hum dono tanha ho, na koi bhi rahe is ghar meinβ¦β¦.
Zara, zara bahakta hai, mahakta hai aaj toh mera tan badan
Main pyaasi hoon, Mujhe bharle apni baahon mein
Aajaare aare
Tadpaye mujhe teri sabhi baatein, Ek baar ay deewane
Jhoota hi sahi pyaar toh kar,
Main bhuli nahin hasin mulakaate, bechain karke mujko
Mujse yun naa pher nazar, Rootega na mujse mere saathiya yeh vaada kar
Tere bina mushkil hai jeena mera mere dilbar.
Zara, zara bahakta hai, mahakta hai aaj toh mera tan badan
Main pyaasi hoon, Mujhe bharle apni baahon mein
Meri kasam tujko sanam door kahi aaja,
Yeh doori kahati hai paas mere aaja re
comment:
p_commentcount