Originally posted by DonIsback
wahi sar dard.. sar ko kiko daan mai dene ke bare mai soch rahi hu.. kambakat nahi hota to acha hota kitne baar socha maine aaj..๐
Don - Tujhe bhi Migraine hota hai kya? ๐ค
Mera to best friend hai Migraine ...monthly ek ya do baar aata hai milne aur aata hai to 3-4 din mere saath time spend karta hai ๐ก...ab yaad kiya hai to jald hi aa jayega shayad..๐ญ