Tumhari awaaz sunke pata chal gaya tha ke tumhari niyaat makhan mein atki hain😆
Ishq waqt zaaya karne ka zaria hain, hum khushnaseeb hain ke ishq se haseen hamari duniya hain😉
Bhai ka dil darya, dash samundar hain😆
Numaaish paschim ki adaa hain. sharam purab ka gehna aur iss mulk main auratein issi gehne se sajti hain.
Jinhe khamoshiyaan ki aadat hain, unhe tanhaiyi achi lagti hain.🥺
Mere zakhm itne jaldi se nahi bharte😭
Allah usse apni chahat ko pehchane ki nasal de, aur qubool karne ki takat de.
Kya bhaijaan, aapki presence hi kaafi hain mera patta saf karne ke lie😆
Allah Miyya, what's wrong with this country.
Aaap ko gari chalani nahi aati toh gari chalate kyun hain aap.
Aaap ko sarak par chalna naha aata, toh ghar par kyun nahi rehti aap.
Aaap ko baat karne ki tameez nahin, toh khamosh kyun nahi rehti aap.
Jise aap pabandi keh rahi hain, usey hum tahzeed kehte hain
comment:
p_commentcount