Urghhh...this amrit now she is getting on my nerves...kamini
yaar iss manyata kitno ki hai pehle woh arjun aya meri manya meri manya kar ke chala gaya fir uday humari princess humari princess karata hai aur ab ye akash meri manya meri manya kar raha hai...
Haila yeh manayta aur akash sirf frnds hai toh manyata ush akash ko dekh ke shock kyun ho gayi...aur akash manyata ki help kar raha hai...i dnt beleave...ye akhir ush amrit ka bhai hai toh kamina hi hoga...
Aur last scene uday kis halat me ghar aya...ush 5 min. Baad amrit ayi i hope ush amrit ne uday ke sath kuch aisa waisa naa kiya ho...plzzz...ab wait nahi hota next part jaldi update karna...thanx for PM.
comment:
p_commentcount