Yaare tere saadke ishq sikha main to
Aayi jaad taj ke ishq sikha
Jab yaar kare parwah meri
Mujhe kya parwa iss duniya ki
Jug mujhpe lagaaye pabandi
Main hoon hi nahi iss duniya ki
Tumhi din chadhey, tumhi din dhaley
Tumhi ho bandhu, saakha tumhi
Tumhi din chadhey, tumhi din dhaley
Tumhi ho bandhu, saakha tumhi
Tumhi ho bandhu, saakha tumhi
Dil ki takhti par hoon likhti
Ishqaa… Ishqaan
Jug kya jaaney dil ko mere
Ishqaa… Ishqaan
Lag yaar gale le saar meri
Mujhe kya parwa iss duniya ki
Tu jeet meri, jug haar meri
Main hoon hi nahi iss duniya ki
Tumhi din chadhey, tumhi din dhaley
Tumhi ho bandhu, saakha tumhi
Tumhi din chadhey, tumhi din dhaley
Tumhi ho bandhu, saakha tumhi
Tumhi ho bandhu, saakha tumhi
comment:
p_commentcount