Lafzon mein keh na sakun
Bin keh bhi reh na sakun
Nasha hi nasha raat din hain
Na pucho yeh kaisa pyar hai
Lafzon mein keh na sakun
Bin keh bhi reh na sakun
Halki se barsaaton mein
Pehle hi mulakat mein
Pehle hi baar mein
Dil ko mere le gayi
Chaahat ke ikraar mein
Anjana gam de gayi
Aayii jab samne
Jaane kyun woh darr gayi
Pagal mujhko kar gayi
Janeman janejah
Na jaane kya baat hai
X 2 times
Lage ki din mein raat hain
Nayii toh subah to nayii sham hai
Ajab haal mera yaar hai
Lafzon mein keh na sakun
Bin keh bhi reh na sakun
Mera dil dil dil dil
Meri jaan jaan jaan
Mein yahaan tu hai kahaan
Mein dekhun murke jidhar
Aaye mujhe tu nazar
Kehti hain chaahatein
Diwana mein ho gaya
Teri chaahat mein sanam
Na jaane kab kho gaya
Yeh kaisa hai asar
Mujhko na itni khabar
Kab jaana kab so gaya
Jaaneman jaanejah
Lafzon mein keh na sakun
X 2 times
Bin keh bhi reh na sakun
Nasha hi nasha raat din hain
Na pucho yeh kaisa pyar hain
Lafzon mein kah na sakun
X 2 times
Bin keh bhi reh na sakun