kya baat hai RD mindblowing shayri hai.
ek shayari meri taraf se b arzzz kiya hai...
laila ne baar baar kiya majnu ko savdhaan,
par majnu ne nahi diya koi dhyaan,
iss baat se laila aur ho gayi pareshaan,
ki kahin par na jaye khatre main majnu ki jaan.
awsome episode.