Originally posted by: Minnie
And perhaps purab has been reborn as Armaan and Armaan as Purab................😉
Minnie I think there is some new disease........... ASCS (Armaan Suri Confusing Syndrome).... 😉
Pahale Jassi ko hua (Armaan achcha hain ya nahi...... Main Armaan se pyar karati hun ya nahi... Main Purab se pyar / shaadi karati hun ya nahi..... Main Jassi hun ya nahi.... and so on....)
Baad main Mallika ko hua.... (Armaan muzhase pyra karata hain ya nahi..... Main Armaan se kabhi shaadi karoongi ya nahi.... Armaan muzhase vafaadaar hain ya nahi..... and so on... )
Aur ab lagata hain tumhe hua..... (Armaan Armaan hain ya nahi..... purab Purab hain ya nahi...... )
comment:
p_commentcount