Link to thread 2 Dirty Revenge page 1 - Page 72

Created

Last reply

Replies

1052

Views

165146

Users

96

Likes

2658

Frequent Posters

Posted: 12 years ago

Originally posted by: ruchs



<font size="5" color="#993399">Hi Ananya...😳</font>


Hii Ruchi!
ruchs thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail + 4
Posted: 12 years ago

Hi dear!!!😳
ruchs thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail + 4
Posted: 12 years ago

How are you now??😳
Posted: 12 years ago
yuppo fine now!! Bandages are finally off!
ruchs thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail + 4
Posted: 12 years ago

Originally posted by: Anu-Ananya

yuppo fine now!! Bandages are finally off!


Am so happy to hear that… Pweez take complete care!!!😳
Posted: 12 years ago

Originally posted by: ruchs



<font size="4" color="#990099">Am so happy to hear that… Pweez take complete care!!!😳</font>


aww! So sweet of you!
Okies!
btw Sara wanted links of ur stories! Pm her!
Posted: 12 years ago
Dil-o-jaan se pyaar kiya tha aapko
Man se apna ya tha aapke pyaar ko
Socha tha Pariyon ke jaahan ke Raja ho aap
Laga tha Phoolon ke raaste pe chal rahi hun
Kya pata tha mujhe ki ye phool nahin kaante the
ki ye pariyon ka jaahan nahin rakshash ka ghar
ki main apna astitva kho doon
Pata nahin tha mujhe ki maine jiska haath hai thaama
Jisko apna Zindagi maana
Woh kabhi mera tha hi nahi
Andaaza nahin tha mujhe ki uss raste main chalte yeh Geet kahin kho jaayegi!!
Itne Zakhm de chuka hai Zindagi ke abb...
Posted: 12 years ago
Geet Geet Handa hi na rahi!
Woh toh kahin samay ke bhanwar main kho gayi!!
Itne dukh diye hain aapne
Ki Geet Khurana abb Zinda hi nahi rahi!
Reh gayi hai toh Sirf Geet Singhania
Ek Maa jo apne bachiyan Nisha aur Ruchi ke aage
Na kuch dekhegi na hi kuch sunegi!
Chahe kitna bhi koshish karlo aap
Na hi Zinda kar paoge aap apni patni Geet Khurana ko
Aur na hi Dhoondh paaoge Geet Handa ko!
Kyunki Woh insaan jo mera kusoorwar hai woh aur koi nahi aap ho, jinhe main kabhi apna sab kuch apna Pati maana karti thi..
Posted: 12 years ago
Maan Singh Khurana!
Chale jaaiye mere duniya, mere bachiyon ki zindagi se
Kyunki Yeh toh kabhi aapki thi hi nahin
Yeh toh sirf aapke liye zariya tha
Badla lene ka
Poora ho chuka hai woh
Nahin chahiye aapki humdardi
Kyunki Geet abb Geet nahin rahi
Na RUCHI aur NISHA aapki betiyan!
Mar chuka hai woh har ek dor har ek ehsaas jo humein aapse bandhaa karta tha
Yehi thi meri Zindagi ki Kahani
Meri Takdeer ka faisla
Yehi hai Har Ek Dirty Revenge Ki Asliyat!
Zindagi ko tabah kar dene wali hakikat!!
rsroopali thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 4
Posted: 12 years ago