haan to phir chalo ma hi baat shuru kerti houn.............aisa kerta hain ka sab yahan per apne bare ma 5 cheez likho take hum aik doosre ko bheter jaan saken..............
ma shuru kerti houn........
1. ma 15 sal ki houn
2. mujha dost bana na mai bohot maza ata hai
3. mara sabse pasandida indian drama ymlh hai
4. ma nyc ma rehti houn
5. mujha muzaq kerna ma bohot maza ata hai
tum sab batao apne apne bare main
comment:
p_commentcount