Posted: 18 years ago
yakeenan......mein urdu ka bohot bada kher khua hoon....wesse kis kib'day thi??????? mein bhi mubarak bad de don aur cake bhi to hota hai. ๐Ÿ˜›
Posted: 18 years ago
Chocolate ki salgira thi. safa # 73 dekho.

Urdu keh boht sarye khiar khwa hogaye iss forum ka. kya baat hai.
Posted: 18 years ago
jee nahin mein hamesha se urdu ka kher khuwa raha hoon siwaye us waqt ke jab mujhe urdu literature ka paper dena hota tha.

wesse happy b'day, sorry again.....janam din,hmmmmmmm......janam din to shaid hindi mein kehte hain.......aray choro yaar kaun itna soche, aapko aapki pedaish ka din mubarak ho aur agar aap mera cake mujhe de den to mein is se zayadah khush hoon ga.....
Posted: 18 years ago
Originally posted by Ms. Bholi Bhali

saal gira nahian hota. salgirha  hota hai! ๐Ÿ˜›

lol....ooops phir se maaf kijeyega.....Laam wow Laam๐Ÿ˜›...Samie tum to aisey bol rahe hoon jaise saal kahin se gir jata hai. haan jindagi se gir jaroor jata hai per salgirah hoga.๐Ÿ˜†

and chalu ladki....bohot hogaya tumhara natak......agar tum maan chuke hoon umhara dimag nahi hai to kahin se dhudh kay ya kharid kay lawo yaar.

Mera Birthday ka maza tumhare dimag siva adhura hai

Posted: 18 years ago
Originally posted by Dashing Boy

Shukriya ji....aap saalgirah nahi lekh sakte kya...yeh pehdaesh wala din kya hota hai๐Ÿ˜†

laam wow laam๐Ÿ˜† main bhi tum log kay sath reh reh kar dimaag kho dungey
Posted: 18 years ago
Originally posted by Ms. Bholi Bhali

saal gira nahian hota. salgirha  hota hai! ๐Ÿ˜›

hmmmm, phir gaib honye wali ho. abhi Ramazan main gaib howi thi. aur aab phir gaib ho jao gi.

ooops maaf kardijiya๐Ÿ˜†

ramzaan mein kab thi gayab????? psf mein??????

Posted: 18 years ago
Originally posted by chocolate

lol....ooops phir se maaf kijeyega.....Laam wow Laam๐Ÿ˜›...Samie tum to aisey bol rahe hoon jaise saal kahin se gir jata hai. haan jindagi se gir jaroor jata hai per salgirah hoga.๐Ÿ˜†

and chalu ladki....bohot hogaya tumhara natak......agar tum maan chuke hoon umhara dimag nahi hai to kahin se dhudh kay ya kharid kay lawo yaar.

Mera Birthday ka maza tumhare dimag siva adhura hai

choco app saalgirah mubarak ho (ab theek tha???)๐Ÿ˜†

aur hain ab app ne humare sirf urdu ke pages par aye to app ki yeh saza hai ke app hamesha har bar yaha pehla dakla dena pariga. yeh app ne nahi kiya toh humari teacher ms sabah jee app ko ek Bhari saza denga๐Ÿ˜†(yeh theek raha ms sabah????)

Posted: 18 years ago
maina abhi humare doosre sirf urdu ka post dekha aur mujhe bohut maza aye woh yaadien javz tum jakar paro sab yaad a jaye ga  http://www.india-forums.in/viewtopic.php?t=387&postdays= 0&postorder=asc&start=160Edited by samie - 18 years ago
Posted: 18 years ago

Originally posted by samie

maina abhi humare doosre sirf urdu ka post dekha aur mujhe bohut maza aye woh yaadien javz tum jakar paro sab yaad a jaye ga  http://www.india-forums.in/viewtopic.php?t=387&postdays= 0&postorder=asc&start=160

OMG SAM I LOVE U 4 THIS!!!๐Ÿ˜›

bohot bohot bohot shukriya puranni magar meethi yaadain tazza kernay ha liya.........OMG woh kiya din thay...PSF kat bannay say puranni baath hai...tum, main nabeel bhayya(b4 he left) rabeea our maheen (and other pplz but mainly us) wahaan baat kertay thay..rabeea ko family probs kay wajja ker janna pera maheen to humsubko chor ker humeesha kay liya challi gaye nabeel bhayya ko perhai kay wajja ker janna pera our phir tum ghaib ho gayee thi๐Ÿ˜ญ..menna soocha tha sab khatam ho gaya hai aour ab tumnay uss yaadgar thread ko phir mera samnay pesh ker diya๐Ÿ˜ƒwaise ab tak to wo thread sabse peechaye walle page per ponch gayee ho gi

Edited by ~PaKi*PrInCeZ~ - 18 years ago
Posted: 18 years ago
javs maine kaha ke dosti mein shukriya nahi kethe ๐Ÿ˜Š

Related Topics

doc-text Topics pencil Author stackexchange Replies eye Views clock Last Post Reply
Sirf Tum (Geo) - Hamza Sohail, Anmol Baloch

pencil Renee.Clare   stackexchange 750   eye 47939

Renee.Clare 750 47939 1 months ago anikamathur

Topic Info

51 Participants 1133 Replies 62768Views

Topic started by Ms. Bholi Bhali

Last replied by Me_Anonymous

loader
loader
up-open TOP