prerna kii famiy kii to misaal dane cahaiye . is family ka har member kii apni hii dastan ha . jabh prerna kii shaadi first time Mr. bajaj sa hote ha to use un ka bacho ka bare main nahin pata chalta phie 4 or 5 episodes ka badh jabh use pata chalta ha ka mr.bajaj ka 2o years ka aik beta , 19 years kii bati aur aik aur bati ji takreeban 10 years kii ha and he is blind too. woh un kii parwarish karte ha unhain acha banate ha jabhi prerna kii anurag sa shaadi hote hai phir tot jate ha to prerna kii aik bati sneha hote ha aur 8 years ka leap ata ha story main. tusshar 28 , vishaka 27 and kuki 18 than 20 years leap than tusshar is 48 and vishak is 47 and kuki is 38 sneha is 28 and kasak 20. but only sneha got married with sharad . tusshar 48 years ka ha aur kitna jawan ha . Ekta ko kamazkam tusshar aur vishaka kii shaadi karwa dane chahiye thi. jabh sneha born hue tabh bhi tusshar kunwara tha aur aaj jabh sneha pregnant ha tabh bhi tusshar beechara kunwara ka kunwara ha.😆
prerna hameshja apne bachoo ka bare main soochte ha lakin i don't think ka us na kabhi bajaj ka bacho ka bare main soocha ha.
WHAT U THINK?
comment:
p_commentcount