KTH from the begining - Page 69

Created

Last reply

Replies

769

Views

67641

Users

57

Frequent Posters

vinnu thumbnail
Anniversary 18 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail Engager 1 Thumbnail
Posted: 18 years ago
Thanks harpy..Please continue.
Why the hell did Ekta ruined such a beautifull love story.
sim38 thumbnail
Anniversary 18 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail Engager 1 Thumbnail
Posted: 18 years ago

Originally posted by: s.priya

Hey guys, I just noticed this post today. 😳   Past one hour, all I have done is read 91 pages of this post and relive those memories 😭   

👏 👏 👏 for starting this topic. I just wish someone had those videos so that all of us can relive the memories again.   But u guys are doing a fantastic job with the pictures and dialougues. Its just playing in my head now 😳 😳 😳

hi priya...so you are here... at last...thanks for being here

seema

 

 

aromi thumbnail
Anniversary 18 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail Engager 1 Thumbnail
Posted: 18 years ago
12th Feb - 2004
The episode starts with sujal holding mamma'shand&asking if atleast she believes in him & mamma is stuck b?w son&hubby but hats off to sujal'smom she jst holds his face in her hand ,tears rolling down her cheeks,she is feeling so helpless ye she touched the depth of maternal love& everything is understood b/wmamma&son(wat a body language ....gr8 expressios by veena)sujal looks in mammas eyes,kisses her palm & says,"meri maa mujh par yakeen karti hai,haan mamma mai jaanta hoon aap mujh par yakeen karti hai,sirf apne hoton se nahi keh paayi,jaanta hoon ke jis aurat ne patni banne ke liye sab kuch bhula diya ,apni pehchan tak bhuladi,us aurat ke liye apni patiki kitni ahmiyat hai.phir chahe us pati ko aapki ehmiyat ho na ho,isliye aap ka patni bane rehna bahut zaroori hai,lekin mamma bhale hi aap se koi aaapka beta chinle lekin mujhse meri maa koi nahi chin sakta.na koi pati na koi pita.(THen he turns to CG who looks as dumb as he is)& tells him" bhale hi hum dono duniya ki nazar mein baap bee ho par hum dono yeh achchi tarah jaante haike hamare beech na to woh rishta kabhie tha na to hai.mere liye aap sirf meri maa ke pati hai or naam ke liye mere pita.pita ka pyaaar kise kehta hai saari zindagi dhoondta raha,ek pal ke liye to maibhi hairaan tha jab aapne piyush ke maamle mein mera saath diya,aisa laga jaise aapmujh se bhi pyaar karte hai ,fikr karte hai meri lekin aaj woh bhrambhi toot gaya,aap ke liye aapki dosti khoon ke rishton se badhkar hai na dad?(&the foolish dad nodding his head )jaanta hoon aur waise bhi mere hisse ka pyaar hamesha doosro ki jholi mein chala jaata hai.ab to aadat si pad gayi hai.(he looked totally depressed&lost)Then he walksup to Lalit "maine kabhi nahisocha tha uncle ke aap se kabhi yeh baat bolunga,lekin aajbolta hoon,Parivaar baaton se nahi Jazbaton se banta hai(wow !i think every1 should note this in their diary).aur yahan jazbat ke naam par sirf dikhawa hai,pyaar ka,bhavnaon ka har chiz ka dikhawa(vasu interrupts....sujal kya keh rahe raho")he looks at her"ek aur dikhawa(guys,i jst liked the way he said to her)
aromi thumbnail
Anniversary 18 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail Engager 1 Thumbnail
Posted: 18 years ago
then comes Chimpy'sturn,"Aur piyush,aaj se jo bhi kuch mera hai tumhara ho gaya,mera ghar ,mera pyaar,yahan tak ke mera parivaar bhi,woh kehte hai na jiske paas khoneke liye kuch nahihota woh insaan kisi se nahi darta ,aaj mere bhi saare dar khatm hogaye,sivai ek dar ke,ke ab tumhe mujh se kaun bachayenga?(aisa laga dar ke maare piyush ki or kashish ki rooh abhi nikal jayengi...he has so much firmness wen he speaks.P interrupts.."sujal tum")but sujal stops him"bas Piyush ,aaj ke baaad yeh naam apni zubaan par mat lana kyon ki sujal aaj ke baaad tumhare liye barbadi ka naam honga ,Yeh sirf mai jaanta hoon piyush ke tumkis had tak gir sakte ho ,lekin aanewale waqt mein mai tumhe is had tak giraonga ke duniya janengi .ab meri baari hai piyush aaj tumhari wajeh semai apna sab kuch gawa kar badnaam ho kar jara hoon,meri khushyan mere apne sab tumhari taraf hai isliya jao ja kar jashn manao,kyonkiyeh pal ginti ke tumhare paas hai,aaj tak mai hamesha achche waqt ka intezaar karta aaya lekin woh kabhi nahi aaya,tumhari wajeh se,lekin ab tumapne bure waqt kaintezaar karna aur woh zaroor aayenga,Meri wajeh se.......YEH...VAADA RAHA.......!"(Open challenge),GUYS this reminded me of Amatabh bachan of TRISHUL ,&DEEWAR.......excellent dialogue delivry.......... by RAJEEV)Background same sujal music.......wen he turns to Kashish by making a circle around her,(once i felt he is leavng without taking to task the most responsible bitch for ruining her .but..... the more I write abt this part of the serial is less)"Aur tum, tum ne jo kuch bhi mere saath kiya hai kashish ,use mai hamesha yaad rakhoonga,pehle pyaar, phir use khone ka dar,pehledard phir hamdardi, apnapan phir akela pan aur aaj,aaj Nafrat.tumhi nekaha tha na kashish kekoi bhi rishta adhoora hi sahi magar kamyaab hot hai agar us insaan ke liye chehre pe khushi aur ankho mein nami ho,lekin aaj mere man mein na to is rishte ke liye khushie hai aur na aankhon mein nami,dard itna badh gaya hai ke aansoo sookh gaye hai aur khushie ,khushie to shayad ab agle janam mein naseeb hongi,baaaki hai to sirf hansi jo aaj mujh apne aap par aa rahi hai,AAJ AFSOS HOTA HAI MUJHE IS BAAT KA KI MAINE KYON TUM SE PYAAR KIYA,KYON TUM MERI ZINDAGI MEIN AAYEE aur aaj ke baad tumhe bhi issi baat ka afsos honga,mere saath saath tum bhi pachtaogi kashish,pachtaogi har us chaal ke liye jo tumne mere saath chali,pachtaogi har us khilwad ke liye jo tum ne mere saath kiya hai(Kshish interrupts."tumhosh mein nahi ho sujal)sujal cuts her"Aaj hi to hosh mein aaya hoon kashish,aaj to hosh sambhala hai kashish.(sujall ooked stiff &firmlike a stone,there is no emotion in his eyes except pain & poison of hatred for kashish &all )AAJ jab mai suraj ko ugte hue dekh raha tha to mujhe sujal marta hua nazar aya,aaj ka suraj sujalko dafan karke nikla hai.jis sujal ko tum jaanti thi woh mar chuka hai,jo tumhare saamne khada hai woh ek naya sujal hai woh sujal jo AB TUMSE BILKUL BHI PYAAR NAHI KARTA ,woh sujal jokhud bhi jalenga aur saari duniya ko bhi jala kar raakh kardenga.haan kashish JIS INSAAN KE LIYE TUMNE MUJHE CHODA MAI US INSAAN KO MAI KAHIN KA NAHI CHODUNGA,JIS TEREH SE MAI ROYA HOON TUMHARE LIYE,TUM BHI ROGI AB PIYUSH KE LIYE,,aaj tak jin gunaho ki saza mujhe milti aayee hai aaj ke baad har woh gunaah mai karoonga,aaj ke baad har ilzaam mere liye inaam hoga..US SUJAL KI MAUT KA BADLA YEH SUJAL ZAROOR LEGA.........ZAROOR LEGA "( ......frnds YEh scene jitna dekhnemein zabardast tha ut na hi sunne mein bhi ...........HATSOFF TO THE DIALOGUE WRITER&RAJEEV WHO LIVES THE ROLE OF SUJAL GAREWAL)Every1 leaves the roomone by one only P,K &S isleft........ab ko jaise saanpsoongh gaya........then our hero takes exit with his music& as hewalks out the door ,putting his jacket on his shoulder,the phool mala which is put on the door breaks(apshagun,bad sign ) K looks worried ,tries to put it back& ther is actual DARAAR B/w K,P&S.....THat means god is also with sujal,now he left that house &the house will face bad days perhps first thing will be bander dying ,but now we dont want bander to die soon .we wanna see sujal torturing him(cos anyway ab Pki maut ka ilzaamti S par hi aayenga..cos of his open challenge to P&K.....then why not have a game of cat &mouse...so go on sujal okhli mein sar diya to muslon se kya darna........P&K ko itna satao ke naani yaad aajaye.....U know sujal u have made us sadist but never mind we still like u,infact we started liking u cos of ur arrogance )
SUJAL"smom runs after him&calls him"sujal.sujal kahan jaoge beta",she is crying........
S;"kahan jaana hai yeh mujhe pata nahi lekin kahan takjana hai yeh mujhe pata hai,i msorry mamma mai aapka achcha beta nahi ban saka,bahot koshish ki lekin..aur ab to mujh se yeh ummeed karna hi bekaar honga kyon ki jis raste par mai chalnewala hoon wahan achcha to kuch bhi nahi hai na to mere liye aur na un logon kr liye jinhone mujhe is raste par chalke liye majboor kiya "
mamma:nahi beta ,she hugs him.,she could felhis painbut is so helpless but she does not want himto go on the path of destruction.......there is fear in her eyes which can see far beyond..she wants to stop himbut sujal does not want to sway away in emotion
sujal:I msorry mamma ,agle janammein aapka achcha beta banne ki puri koshish karunga,mamma (then he hands over the car keys tohis mom)..........apna khyaal rakhna mamma ..........tumbhiapna khyaalrakhna beta..........& he leaves..(the best touching scene b/w sujal&his mamma........i really felt like sujal is dead, i know evey 1 must be feeling the feels of sujal&i think suman was cryiing, hai na suman?)
THere cg is showing temper tantrums.......this is the limit(YES CG THIS IS THE LIMIT!cos now we willalso forget that u r sujal'sdad)then enters lalit.&this sentifool father regrets for having sujalas his son (afsos hame hai aur sujal ko ke tum uske baap ho)
lalit consoles himto cooldown
THEN our fav song .DILJALA HOON BAHOT MAI.........sujal walking down the road .lost &lonely.......sometimes near the shore sometimes in the middle of road....looking inhis hand the lines of destiny.....)
Piyush & kashish in thier room .......ekdoosre ko dilasa aur himmat derahe hai.P says agar ab koi hamare rishtey ke beech aane ki koshish karenga to mai APNI JAAN DE DOONGA(Pl. Note:,yeh aadmi hai ya pajama,buzdil,...wife telling mil kar saamna karenge &his man telling mai apni jaan dedoonga..ABBE ULLO KE PATHTHE>>>PEHLE KYON JAAN NAHI DI>>>AB TO SUJAL NE BHI USKO THUKRADIYA <AB JAAN DENGA TO WOH KAHAN JAYENGI <ISLIYE JO BHI KARNA MILJHUL KE KARNA >>>>DARNA BHI AUR MARNA BHI..ok) (shayad dar gaye hai sujal se)then they go in varun'sroom where varun & sanjana r discussing abt sujal they cant believe that sujal had done ......but sanjana u believe it please.its good for ur health........anywayz sujalhas bcom quiet dangerous for ur family. so jst keep off!)P thanks Varun for helping&guiding him.VARUN U R ALSO IN THE HIT LIST .Varun tells K "bhaiya ko kabhi akelamat chodna.K says nahi chodungi kabhi nahi chodungi(PLEASE kabhi mat chodna.uske saath jahannum mein bhi jaana ...waise bhi ab tum donoko akela rehne dar lagega....hamesha sujalki talwar sar par latakti mehsoos hogi...that willbe fun to watch)
Another best scene ...www is very furious on the failure of her plan"saare kiye karaye par paaniphir gaya .yehkashish isghar mein phir aagaayee hai.pata nahi is ladki se kab peecha chootenga..mai itni asani se haar maane wali nahi,(humbhi nahi chahte wwwketumk se har mano)kashish zyaada din is ghar mein nahi reh sakti .,mai zyaada din use is ghar mein rehne nahi doongi...she smiles.probably another plan in mind)WWW lage raho ..this time,take help frm rishi if u need .this timehamara mood bhi bahot kharab hai........so go on with ur plan BUT dont u involve SUJAL IN UR dirty game this time.........cos u r non reliable)

sim38 thumbnail
Anniversary 18 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail Engager 1 Thumbnail
Posted: 18 years ago
hey Harpy...thanks for updating
wonder ful job 👏 👏 👏
par video bhi hote to maja double hota na...
vinnu thumbnail
Anniversary 18 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail Engager 1 Thumbnail
Posted: 18 years ago
Thanks harpy.Video please
This episode is my favourite of all.

I have a cousin who is married and this was the only serial he watched and he got so connected to Sujal that he hated Kashish like anything when she slapped Sujal and also he was very upset when Sujal was asked to leave the house( its was very unlike him)

After watching the next episode he was so relieved seeing Sujal's acting and dialouges...he said" bale Sujal ko ghar se nikaal diya , lekhin jhaathe jhaathe sabh ka band bhajadiya...Kya acting kartha hai yeh Sujal...mazaa aagaya".

desaimom thumbnail
Posted: 18 years ago
thanks harpy.. Wow.. what dialogues.. thanks for such detailed updates
Niki_18 thumbnail
Anniversary 17 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail Engager 1 Thumbnail
Posted: 18 years ago
Aww thanx so much for the updates! They r wicked! 😃
sujalbohra thumbnail
Posted: 18 years ago
really harpy u r great yaar tumne bahut aachi tarah se usske dailouge ko describe kiya hai yaar really it was amazing yaar i love that words opf sweetopie(rajeev)i love him yaar
sujalbohra
desaimom thumbnail
Posted: 17 years ago
can you guys please keep updating... please please...