Posted:
hey guyz ,this is Kriti...and I m start writing my another Fiction on AR & ArSh...
Is Pyaar Ko Main Kya Naam Doon
CONCEPT:
ye story hai Armaan Riddhima Aur Shilpa ki...Armaan aur Riddhima ek dusre se bohot pyaar karte hai par aisa kya hota hai jisse Armaan ko shilpa se shaddi karni padti hai aur kya hoga jab Riddhima ko is shaddi k bare main pata chalega kaise react karegi wo jab use pata chalega jisse wo apni jaan se bhi jyada pyaar karti hai usne use chod kar kisi aur se shaddi karli kya hoga shilpa armaan ki first night par...agar armaan riddhima se pyaar karta hai toh shilpa ko apni wife k roop main apna paayega ya use divorce dedega...ya riddhima hi in dono ki life se bohot door chali jaayegi...kya hoga...?
bohot se sawal hai par unka jawab aapko ye FF read karne k baad hi milega...
guyz plzz give ur comments regarding dis FF...I hope u like d concept of dis ff...
kriti 😉
comment:
p_commentcount