Created

Last reply

Replies

57

Views

8122

Users

26

Likes

157

Frequent Posters

Auroni.92 thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail + 4
Posted: 12 years ago
Loved it dear..
The words wr magical..though it kinda tough but feels so amazing to read something in pure urdu..valehi thodi time kyun na lage...
Beautiful piece of work...
gopi06 thumbnail
Anniversary 14 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail + 2
Posted: 12 years ago
awesome one fiza
thanks for the pm
-Samira- thumbnail
Anniversary 15 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 12 years ago
Beautiful OS sis magical words
thanks for the pm
drmaha thumbnail
Posted: 12 years ago
beautifully done...
purely by heart...๐Ÿค—
 
do write more...
--Ruchi-- thumbnail
Anniversary 14 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 3
Posted: 12 years ago
Fiza ji...I have to res it
coz It seems to be so poetic in beginning so 
wanna read it in night๐Ÿ˜‰

___________________________________________________________________________

Edited

Superb and beautiful piece of writing Fiza ji...Loved each and every alfaaz 
of this OS,feeling is superb...each and every line is deep,poetic and full of 
feelings...specially loved these lines,these are exceptionally beautiful-

Usko apni aghosh mein jalty hoay dekha mein ny, woh tarapta raha , mein dekhta raha, sab koosat rahy, mein khud bhi un k sath samil tha, phir bhi sab sirf boltay rahy, kisi ny n pachaya us se, mein cheek bhi nhi sakta zoor se , aur zoor se jal bhi nhi sakta, ab aghosh mein woh bhi hai, aur tarapy ga, aur tarapy ga..

Mein tu abhi bhi jaal rahin ho, madham madham, kai khoon, kai lashein apny andhar samaity hoay, khud ko jala rekha ha, wasy bhi ab kuch zayada tu mjhy mein bhi nhi bacha hai.

Rukh samaty ab mein bhi, khak honay ko, ab sab kuch iktataam ko hai, shukar hai raat honay ko haiโ€ฆ


@Red

These are so beautiful and rhythmic that I wanted to read them again n again.


@purple

These are so soulful...shukar hai raat hone ko hai..


Loved it...thanx for PM.

 


Edited by --Ruchi-- - 12 years ago
drfizaahmed thumbnail
Anniversary 14 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail + 4
Posted: 12 years ago
 
 
this one is on Ruchi's request...sorry dear if its not worth it..i m some how not satisfied with it...
 
 
Chalo muhabbat yun kertay hain..
 

Na charoo urr baharin hoon, na her pehar be-chani se, na raatein khwauab bidaa, na subha dil faram  se . chalo muhabbat yun kertay hain'na kho-ba- kho chahtein, na sirf mein na sirf tum..na har waqt k sath ..na charo aur veerani'.

Samndar ki lahrao gi taraha chatanoon ko khud mein doobao laytay hain, '.sir marti leharo gi tarha khud ko tum per luta ly tay hain, na khoon k ek qatra na dard ki zara se siki'her nisha her taraf sirf tum aur sirf hum'

saama laytay hai tum khud mein khud ke tarha ..chalo muhabbat yun kertain hain'

Sardi ki veraa raato mein, garamti hoi agg ki taraha'kaptay hoay hatho ko choti, pyar se sahlati hoi, hijr(sepertaion) ki raaton mein  vasl(union) k khuwab ki tarha, khak mein milnay se pehly kuwhish-e-deed-e-yaar(sight of the love) ki tarha, shoor k saanatoon mein konjti her so teri yaad ki tarha

Chalo muhabbat un kertay hain

Na tum se koi vaada ho, na sada sath rahny ki zidi, na tum meray pass ho na mein khud mein, na rasto per tanha honay k daar, na manzil per pochny ki fikar, na her moor per tumhara sahara, na her tohkar per tumhari fikar'phir bhi muhabbat kertain,

 chalo muhabbat yun kertain..

Na tumahray her lafaz mein pazeerai hoon, na meray her harf mein taghfakur, na her lamah izhar ho, na meray haraf haraf shikayatein.. ..na tum khabi sharikay safar raho,han  humsfar magar tum hi tum rahoo

Yaha aahaly zaman k daar bhi ho, per log se befikri bhi, jaha her lamha tumhara sparsh na ho, per yeah ehassa zaorri'jaha ahatoo se waqfiyat aur khamsohi mein shidaat ho..

Chalo muhabbat yun kertay hain'

Band ankhon mein beshak khawab na ho..han kholi ankhon mein duwa tu hoo, har nazar per chehar-e- yaar na hoo, per khabi khabi yunhi kahin se tu koi pukar ho..koi dil awaz ishq se bharopor lamha na ho, per koi chute se takrar hi ho'

Na dawa tumahin janay k hum kerain per han pechan k yaqeen zaroor ho..na her pehar chehray per muskan  hoo, na tanhai mein her pal ansoo'ehasas se tarah ho rooh meri, chahy jism mein jaaan na ho..

Ab k sirf muhabbat kertay, is bar yun bhi kerk dekhty hain, sirf jazabo se jee ker dekhtay hain..chalo muhabbat sirf muhabbat ker tay..'

Edited by drfizaahmed - 12 years ago
SujaLuvsMayur thumbnail
Posted: 12 years ago
iss tareer ki kisi bhi haraf ko samhjna meri samhj se bal tar tha, so is ki shan mein koi bhi baat kahna meri shan ki khilaf hai...

dont be shocked ... actually ye mera comment nahi hai ... mujhe iska matlab bhi thik se nahi pata ...๐Ÿ˜ณ

par ek baat mujhe pata hai ... k mujhe urdu nahi aati ... n Fiza, tu jo pure urdu likhti hai wo beyond my understaing hota hai ... aur kuch words to mere sir k upar se chala jata hai ๐Ÿ˜ญ... duck karne ki jarurat hi nahi hoti ... LOL๐Ÿคฃ

par ye kafi asan tha ... pehle os se ... tu mujhe pehle os se jaida samjh aya hai ye os ...๐Ÿ˜ณ

this is a beautiful piece of writing ... n i loved it... it sounds like a Gazal ..๐Ÿ˜

chalo muhabbat yun kartey hai ...๐Ÿ˜โค๏ธ

ab main aur kuch jaida keh dia to ye iss beautiful piece ka insult hoga ... 

n Fiza... thanks for torturing me๐Ÿ˜ก  



Edited by SujaLuvsMayur - 12 years ago
--Ruchi-- thumbnail
Anniversary 14 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 3
Posted: 12 years ago
Mesmerizing...๐Ÿ˜ ๐Ÿ˜

The first word came in my mind after reading this...Its awesome Fiza di...
aap kyu aisa kah rahi ho that its not up to the mark...
Plz don do injustice...its really beautiful...

I loved itโค๏ธ 
And loved these lines-

Na tumahray her lafaz mein pazeerai hoon, na meray her harf mein taghfakur, na her lamah izhar ho, na meray haraf haraf shikayatein.. ..na tum khabi sharikay safar raho,han  humsfar magar tum hi tum rahoo

Yaha aahaly zaman k daar bhi ho, per log se befikri bhi, jaha her lamha tumhara sparsh na ho, per yeah ehassa zaorri'jaha ahatoo se waqfiyat aur khamsohi mein shidaat ho..


they are so so beautifully written๐Ÿ˜

If I say more than I will ruin the beauty surely...bas itna kahna hai ke


Ye jo ek dard-e-mohabbat ki khalish hai Hasrat

Maqsad-e-dil hai yahi, jaan-e-tamanna hai yahi...

Love u di โค๏ธ


Edited by --Ruchi-- - 12 years ago
drfizaahmed thumbnail
Anniversary 14 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail + 4
Posted: 12 years ago
Originally posted by: --Ruchi--

Mesmerizing...๐Ÿ˜ ๐Ÿ˜


The first word came in my mind after reading this...Its awesome Fiza di...
aap kyu aisa kah rahi ho that its not up to the mark...
Plz don do injustice...its really beautiful...

I loved itโค๏ธ 
And loved these lines-

Na tumahray her lafaz mein pazeerai hoon, na meray her harf mein taghfakur, na her lamah izhar ho, na meray haraf haraf shikayatein.. ..na tum khabi sharikay safar raho,han  humsfar magar tum hi tum rahoo

Yaha aahaly zaman k daar bhi ho, per log se befikri bhi, jaha her lamha tumhara sparsh na ho, per yeah ehassa zaorri'jaha ahatoo se waqfiyat aur khamsohi mein shidaat ho..


they are so so beautifully written๐Ÿ˜

If I say more than I will ruin the beauty surely...bas itna kahna hai ke


Ye jo ek dard-e-mohabbat ki khalish hai Hasrat

Maqsad-e-dil hai yahi, jaan-e-tamanna hai yahi...

Love u di โค๏ธ


 
 
thnku so much jani..
phew u liked it...
wasy ap k zauq ki daad dani paray gi...lovly shair u added...
n abt ur signature...love for the sake oflove
 
--Ruchi-- thumbnail
Anniversary 14 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 3
Posted: 12 years ago
Originally posted by: drfizaahmed

 
 
thnku so much jani..
phew u liked it...
wasy ap k zauq ki daad dani paray gi...lovly shair u added...
n abt ur signature...love for the sake oflove
 


thank u di..actually aapka OS padte time yahi sher mind me aaya tha..so I added๐Ÿ˜Š
and signature...SIGH!!!..for the sake of love...!