Posted:
Danish got saved today yipeee!! guess kiska pyaar hai jisne bachai Danish Ki jaan? Panchi ka pyaar nope😆 Pia ka Pyaar nope😆 yeh tha baba DanishPia ka pyaar!!
Ha ha sahi suna Danishpiya baba ke pyaar mein itni shakti hai ki aaj Pia ne danish ki jaan bachane ke liye abhay ko convince kiya😆😆😆
Aaj Danish ki jaan Pia ne bachakar hamare baba danishPiya ko khush kar diya hai😆😆
Ab danishPiya baba bahut jald hum sab forum waisiyo pe apna aashirwad barsayenge! Yes today I agree with baba that Pia ka pyaar bahut strong hai and usne danish ko bhi bacha liya😉
😆😆
No bashing plz it is a fun post!
comment:
p_commentcount