Posted:
18 years ago
Hi Avani ji,
Yesh, main na sab par nazar rakh rahi hoon. 😆 Haan ji ji, aapka naam toh mujhe ab pata chal gaya hai, bahut hi pyara sa hai ji. Hum hai na, hum aapke dost yahan bhi banege, agar aapko manzoor ho ji. 😊 Thanks for liking my introduction, enjoy ji. Take care.
Simran