CGM FF: Ehsaas...Kuchh Naya Sa (complete) - Page 68

Created

Last reply

Replies

970

Views

130971

Users

63

Likes

1425

Frequent Posters

Patrarekha thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 3
Posted: 11 years ago
omg radhike..thanks for so hilarious comment yar ...
ridzzi thumbnail
Anniversary 12 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 11 years ago

Originally posted by: Kadamvari

omg radhike..thanks for so hilarious comment yar ...



u r most welcum ji...πŸ˜‰...❀️
Cuty16 thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 11 years ago
really nice update dear...i love these romantic stuffs
Patrarekha thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 3
Posted: 11 years ago

Originally posted by: Cuty16

really nice update dear...i love these romantic stuffs



thanks rupam..i always become happy to see ur comment..i get 2011 days back
Edited by Kadamvari - 11 years ago
surprising thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail + 4
Posted: 11 years ago
@aru: thanks😊
@ridzzi: really unique style dear πŸ˜‰
ridzzi thumbnail
Anniversary 12 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 11 years ago

Originally posted by: surprising

@aru: thanks😊
@ridzzi: really unique style dear πŸ˜‰


oh thank u ji...πŸ˜ƒ...itni tareef meri ankhon main toh afoon a gaye...😭...are dekho kahi flood na a jaye...πŸ˜†...
it's not unique dear...it's a simple way to cmt...😊...n waise bhi mujhe di ko ek long cmt dena tha toh unhi k part ko quote kar diya...😳...πŸ˜‰
RoseFairy thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail + 3
Posted: 11 years ago
PART-30

Palace of Rajpur

Digvijay entered into the Palace with a rush...listening to the news of his reaching..King and Queen ran to him..

Queen : Putra hamari Dhara ki koi suchna mili??

Digvijay bent his head

King Avisara : putra nirab kyun ho?? kaho Putra hamari putri kahan hai??

Digvijay gave them the piece of Durdhara's dupatta

Digvijay : suchna k naam pr Hindukush se humein keval ye vastrakhand hi prapt hua

Queen started crying vigorously taking the piece.
"Dhara"..
she becomes senseless..King ordered maids to take her in the room

Avisara : ye sab tumhare mitra Chandragupt k karan hua hai...

"Humne to tabhi kaha tha..us tuchha vanvasi ko itna mahatya na do...dekh liya na uska parinaam "

Ambhik comes closer...

Avisara : aap kadachit satya keh rahe hai Gandhar Naresh...

Digvijay didn't say anything..he was not in position of talking...

Ambhik : Chandragupt ka suchna to aaj nhi to kal mil hi jayega..hum sampurn Gandhar sena ko uske sandhan hetu preran kr chuke hai..kintu hum janna chahte hai rajkumari ko haran mein jo Chandragupt k sahayata kiya unke vishay apne kya nirnay liya...

Avisar : vo log Digvijay k viswasbhajan the..aur Digvijay k viswasbhang kiya hai unhone..isi karan unko dand dene ka adhikar bhi yuvraj Digvijay ko hi hai..

Avisar leaves...

Digvijay rushed to the hall where their friends were kept..Ambhik smiled..his plan is going to be successful..he also followed Digvijay..

Digvijay entered into the Hall..everyone stood to see him..

Shashank (eagerly) : Digvijay..Chandragupt aur Durdhara k koi suchna prapt hua??

Digvijay (fuming in anger) : tumhare jihva se hamari Dhara ka naam na lena..nhi to is jihva ko hum khandit kar denge..thik usi taraj jis tarah tumne hamare viswas ko khandit kiya..

Ambhik : dekha Shashank.hamari paksh chorke us vanvasi k paksh lene ka kya phal mila..

Aditya : dekho Ambhik...

Ambhik : Gandhar Naresh kaho..Aditya...tum ab hamare mitra nhi ho..tum hamare ek tuchha sevak k putra ho..

Digvijay (shouting : chup ho jao sab..yahan keval hum kahenge aur tum sab sunoge..
tum sab ne hamare sath chhal kiya..yadi humare sthan pr koi aur hota to abtak tumhe mrityudand de diya hota..kintu hum aisa nhi karenge...kyun k kabhi tum sab humare mitra hua karte the..isi karan vas hum tumhare pran to nhi lenge..kintu tumhe ajeevan k liye aise sthan pr nirvasit karenge jahan se tum kabhi laut na sako

and then he announced

yadi Suryoday k purv humein hamari Dhara na mili to tum sabko Magadh Naresh Dhananand k nikat prerit kiya jayega..

everyone stunned..Ambhik gave an evil smile..

Ambhik : sampurn uchit sidhant hai...Dhananad apne virudh shadyantra karne walo ka kya dasha karte hai tumhare acharya chanakya ne ye to tumhe bhalibhati gyat karwaya honge na??

Digvijay turned to the girls..Maya was crying ..Chitra was trying to console her..Subhadra and Dakshita was sitting silently..

Digvijay : hum chahe jitna bhi kathor kyun na ho nari k asamman nhi kar sakte..isi karan hum tumhe Dhananand k nikat prerit to nhi karenge..kintu ajke paschad tum sab Rajpur mein sadharan dasi k bhati jeevan vyatit karohe...aur Subhadra tum is mahal mein kalse dikhai nhi doge...aur tumhare pita ko bhi hum amatya pad se barkhast karenge

girls didn't say anything...Sukant was about to say something but Subhadra stopped her by gaze..

Ambhik : aur rajkumari Kalyani k liye kya nirnai hai??

Digvijay : vo tumhare shatru putri hai..isi karan unke vishay mein nirnay tum hi loge..

Digvijay leaves...

Ambhik : to ye naya vyavastha pasand aya na mitro??

none felt any need to answer him..so he also left
and then a question arises in his mind

"Rajkumari Kalyani kahan hai??"

The Way of Rajpur

Chandragupta and Durdhara were more surprised to see the soldiers of Gandhar in their capital than they were to see those Greek soldiers in Hindukush..

Chandragupta : Gandhar k sena yahan??kahin yeh Ambhik ka koi shadyantra to nhi??

the soldiers were surprised to see a girl in greek attire with Chandragupta

one soldier : humein to kaha gaya tha Chandragupt k sath rajkumari Durdhara hogi..yeh yavan kanya kaun hai..

another soldier ; kuch bhi ho humein inhe vandi banana hi padega

Durdhra (whispering) : ab kya hoga??inse yudh karte huye to baht samai jayega

Chandragupta (whispering) :  koi shabd na karo..humein inke sath chalna hoga..nhi to Ambhik k shadyantra ka gyan nhi ho payega..

Durdhara : kintu

Chandragupta : sshhh..jo keh raha hun suna karo..

soldiers : chupchap hamare sath chalo...

Chandragupt and Durdhara didn't say anything and followed them..
  the soldiers took them into their place ..in a small house...and closed the door..

Durdhara : Chandragupta ye chal kya raha hai?? kabhi yavan k hatho Vandi ho rahe hai to kabhi Gandhar senao k hathon..hum prasad kabhi pohuch bhi payenge ya nahin..

Chandragupta :ab tumhare bhabi swami ne aisa shadyantra racha to hum keh bhi kya sakte??

Durdhara (shocked) : bhabi swami..tum kiske vishay mein baat kar rahe ho..

Chandragupta : are Digvijay ne kaha tha k Ambhik ne tumhe vivah ka prastav rakha hai aur tumhare pita us pr vichar kar rahe hai..hum bhul gaye the k Digvijay ye baat tumse gopniya rakha tha..karan vo tumhare kundli k dosh k bahane is vivah mein vilamb karwana chahta tha..

Durdhara (fuming in anger) : us deshdrohi se hamare vivah k prastav..!!..hum mar jayenge kintu aisa kadapi nahin hone denge..us Ambhik ka itna duhsahas..aur humare mata-pita is prastav pr charcha bhi kaise kar sakte hai

Durdhara was almost shouting..Chandragupta got tensed..

Chandragupt : acha acha ye krodh prasad pohuch k dikhana..ab shant aho..Gandhar sainik hamare nikat hi hai

Durdhara : kintu tumne unse yudh kyun nahin kiya..hamare rakt uttapt ho rahe hai inse yudh hetu..Bharatvarsh k aise sankat mein ye sare rajya apne aap mein pratiyogita aur  yudh mein vyast hai..

Chandragupt : tumhare vichar dhara acharya chanakya k shiksha se sahmat hai..acharya tumse milke prasanna hote

Durdhara : hum bhi acharya se milke apna jeevan dhanya karna chahte hai..aur avashya hi hamare sakshat honge..

Chandragupt : Durdhara tumhe vishram k atyant avashyakta hai..un yavan se yudh hetu tum atyant shrant ho..ab tumhare liye yudh karna uchit nahin hoga..

Durdhara : kintu

Chandragupt : koi kintu , parantu nahin...kabhi to humare baat bina virodh k mana karo..hum tumhare hit mein keh rahe hai

Durdhara : thik hai jaisa tum chaho..

suddenly they heard a sound..and they got shocked to see that someone is coming out from the corner of the room...Chandragupt charged his sword

"Chandragupt talwar mat chalana hum Kayani hai "

both Chandragupt and Durdhara were astonished..

Chandragupt : Rajkumari Kalyani aap??

Durdhara : Kalyani tum yahan yodha k ves mein??

Kalyani narrated all the story what happened in Palace after Chandragupta and Durdhara went..and then stated Ambhik's plan

Chandragupt : hey iswar humare karan humare mitra itne sankat mein hai ab hum kya kare??

Durdhara : Subhadra ko bhi humare karan kitna sehna pad raha hai..

Kalyani : iswar ka dhanyabad hai k vo gandhar sena tum logoko achetan karke yahan nahin laya...

Chandragupta : unke kathan se pratit hua tha k vo humein balak samajhte hai ..isi karan humein achetan nhi kiya..kintu Rajvaid ko to unhone achetan karke rakha..humein unko inke karagar se mukt karna padega..

Durdhara : kintu Kalyani tum yahan praves kaise kiya??

Kalyani : humare nrityakala mein humein nihshabd chalna bhi shikhaya jatte hai..humne andhkar mein chupke yahan tab pravesh kiya jab sablog tumhe vandi banane ke liye gaye the..keval 2-3 sainik yahan tha..aur humne rajvaid kahan hai us kaksha ka bhi sandhan kar liya.aur phir gandhar senao ko lautte dekh is kaksha mein atmagopan kiya..aur soubhagya se tum dono ko yehin laya gaya.Chandragupt jao rajvaid ko bachao vilamb na karo..hum tumhe us kaksha ka varnana dete hai..

Chandragupt : kintu tum dono kya karoge??

Kalyani : Durdhara tumhe dekhk aisa pratit hote hai k tumdono yavan o se milke a rahe ho..

Durdhara : satya hai..kintu ye kahani hum samayantar mein sunayenge..

Kalyani : nahin hum ye keh rahe hai k tum humare is yodha k poshak ko dharan karo aur humein ye vastra de do..

Chandragupt : kintu is yavan vastra ko dekhtehi Ambhik ko gyat ho jayega yavan nikat hi pohuch chuka hai..yadi vo unse mil jaye to??

Durdhara : koi baat nahin humare nikat apne vastra hai..Helen ne hamari vastra bhi humein is potli mein de diya tha..tum ye vastra le lo..kintu un Gandhar senao ne to humein yavan vastra mein dekh liya tha..yadi vo Ambhik ko kuch kahe to??

Chandragupt : chinta na karo..jo 5 Gandhar sena humein yahan laya vo Ambhik se vet karne k liye apne gyan mein nahin hoga.

he smiled confidently..and then knocked the door and asked for water..as soon as two guards opened the door Chandragupt and Durdhara made them senseless..and Chandragupt wore a guard's dress on his own and tied those soldiers and dragged them towards a dark corner of the roo , discovered by Kalyani...and he leaves

here Durdhara wears the warriors attire on gown..and Kalyani wears Durdhara's princess attire..

Kalyani : Durdhara tum jao..aur dhyan rakhna..Gandhar k patravahak pohuchtahi hoga..tumhe uske Patra Ambhik k nikat pohuchne se rokna hoga

Durdhara : avashya...acha hum chalte hai.. apna dhyan rakhna Kalyani

and she leaves...

Chandragupt at last found the small room which Kalyani told about..a guard was guarding it..Chandragupt asked the guard to take rest for a while..for his Gandher soldier attire the tired guard was convinced and went ..he entered into the room

 and then he felt someone is sleeping in the room..he came nearer to him..and got stunned to see its none other than the old Rajvaid
Chandragupt tried his best to bring him in sense..Cornelia gave him a bag of water..he applied some water on his face..after few times at last the old man came back in sense...

Rajvaid : aahhh..hum kahan hai??tum kaun ho??

Chandragupt : bhai mat kijiye..hum Chandragupt hai

Rajvaid : Chandragupt..woh hum jab Rajpur aa rahe the..to Path mein kisine kaha k uske patn aswastha hai..humse sahayata k bhiksha yachne laga..humne uski baat manke uske sath chalne k liye tayar hogaye..kintu kuch durtak chalne k paschad hum ek nirjan sthan pohuche..kuch aparichit vyakti ne humein gher liya vo sab muh dhake huye the..unmese kisine behons karne k oshodhi ka dhumra humein agrat karwa diya..usi ghran se hum achetan ho gaye...kintu vo kaun the?? aur tum yahan kya kar rahe ho Chandragupta..

Chandragupt : ye hum yahanse bahar jake kahenge ..ab shighra chaliye..

.he brought Rajvaid out of the room..a guard tried to stop him but he heat on his head..thus he 1 by 1 made all the guards senseless..and from the backside of house he came out and got united with Durdhara..they avoided the front side of the house as maximum soldiers were there..but Chandragupta managed to make senseless all the soldiers inside the house who say Durdhara in greek attire...

Rajvaid couldn't recognize Durdhara in warrior's attire but didn't ask anything as he was still in shock..Chandragupta managed to grab a horse from Gandhar soldiers and Durdhara got back her Rangini as horses were staying outside with only 1 guard..

Durdhara : Chandragupt tum Rajvaid ko leke prasad jao..hum us patravahak k pratiksha karte hai..

Chandragupt : nahin hum tumhe akele chodke kahin nahin jayenge..tumhe swastha karke prasad lautana humare dayittwa tha..

Durdhara : tumne apna dayittwa nibhaya hai..dekho ratri samapt hone ko hai..tumhe apne mitrata k daittwa bhi palan karna hoga..hum is yodha k vesh mein unke sammukh nahin ja sakte..jab tum rajvaid ko leke uhan jaoge to sabka dhyan tum pr hoga..hum tab apne mahal jake vastra parivartan kar lenge..

Chandragupt : kintu

Durdhara : kabhi to humare kaha bhi suna karo..jao Chandragupt..apne mitron ko sankat se mukt karo..

Chandragupt (keeping hand on Durdhara's shoulder) : apna khyal rakhna..

Durdhara : nischint raho Chandragupt humein kuch nahin hoga..

Chandragupt leaves with Rajvaid..

Palace of Rajpur

the eastern sky started being faded..yet there were no trace of Chandragupt and Durdhara..so all the boys were taken towards the ground again...where a big cage was set on a Chariot..

Digvijay : Suryaday mein ab kuch hi kshan baki hai..yadi Chandragupt aur Durdhara samay tak na pohuche to in sab ko is pinjar pr bandh karke Magadh bheja jayega..

Ghanghor : lagta hai hum sabka antim samay a chuka hai

Shashank :humein ab bhi viswas hai Chandragupt ayega

Airavat  : kintu humein sankat mein dalne mein jiska sabse adhik yogdan hai vo Ambhik kahan hai??

Aditya : rajkumari  Kalyani bhi ab tak nahin lauti..kahin vo koi sankat mein na pad jaye..

Girls were standing and crying...Dakshita in painful eyes watching Shashank..she never wants him to get in trouble...

Chitra : Chandragupt laut ao..hamare dil baitha ja rahe hai..

Subhadra : rajkumari kahan ho tum??

the Sun rises..and the boy's hope sets gradually...king Avisar ordered soldiers to put them in cage..Digvijay though announced the punishment but couldn't bear to see his friends got into trouble..so he closed his eyes..

and then only a voice comes...

ruk jao...

the familiar voice turned everyone's eyes to the gate and a breathe of relaxation blew all over the palace...

Chandragupt came down from horse's back...but the relaxation again changed into tension again to see no trace of Durdhara around him..

Chitra : Chandragupta..

she was about to run towards him but Dakshita held her hand..

Dakshita : kuch samay prateksha karo...

Avisara , queen and Digvijay ran towards him...

Digvijay : Chandragupt Dhara kahan hai? kahan hai hamari bhagini?

Maharani : kahan hai hamari putri??

Avisara : yadi tum rajkumari ko le gaye the to ekaki lautne ka sahas kaise kiya??

"Durdhara humare sath hai"

everyone got shocked again to see Ambhik coming with a girl whose dress was undoubtedly of princess Durdhara's but her face was covered with veil..

Ambhik gave a proud smile of satisfaction...

Ambhik : rajkumari Durdhara ko dasyuon k hathon se bachake humne surakshit mahal le aye..

Avisara : Gandhar naresh aapko koti koti dhanyabaad..hum aapke sada avari rahenge..

Shashank : ye Durdhara Ambhik k sath??

Aditya : kintu Chandragupt aisa hasya kyun kar raha hai??

everyone sees Chandragupta is trying to control his laugh...

Digvijay : Dhara..kahan chali gayi thi hamari behna..tu thik to hai..

the veiled girl nodded..

but Digvijay had some doubt..he removed the veil of the girl..and everyone got stunned again..it was Kalyani under the veil

Digvijay and other people confusingly stared at Ambhik...but Ambhik seemed lost his words..

everyone was truely confused..none was getting what was going on here??

Shashank noticed Rajvaid..and goes closer towards him..

Shashank : vaidji humein aapse kuch avashyak baat karna hai..

and he narrated all the things about Sanjivani pushp

Shashank : yahan upasthit vaid mein se Sanjivani pushp k vishay mein kisiko gyat nhi..sab humein mithyavadi samajh rahe hai.

Rajvaid : Maharaj , yuvraj..ye balak Shashank ne sanjivani pushp k vishay mein jo bhi kaha vo satya hai..satya mein aisa pushp hai..

Chandragupt : isi karan hi hum Durdhara ko le gaye the..

Digvijay : yadi ye satya hai to Durdhara kahan hai?? use kahan chod aye ho??
(turning to Ambhik) : aur Ambhik dasyu k hathon se Durdhara ka udhar kiya to phir Durdhara kalyani mein parivartit kyun ho gaye..
koi humein samjhane ka kasht karega ke yahan chal kya raha hai??

Ambhik looked at Kalyani as if he would turn her into ash by gazing..

Kalyani didn't dare to look at him..

Subhadra goes closer to Sukant

Subhadra : tumne to aswast kiya tha k Chandragupt Durdhara ko le ayega..kahan hai Durdhara??

Sukant bent his head down

in the meantime some lady gurds or Pratiharin almost dragged a person in warrior's attire there.

Pratiharin : Maharaj ye yodha rajkumari k mahal mein pravesh karne k chesta kar raha tha..

Chandragupt got shocked..as he knew who the warrior was..but now how can he say where is Durdhara?? because if he says Durdhara's secret will be revealed in front of everyone..

now so many things were happening that all people were really confused..including Avisara and queen..

Digvijay (completely annoyed) : ye rajprasad hai ya natyashala..ho kya raha hai yahan??
(turning to Chandragupt) : hamari sehnshilta ka aur pariksha na lo Chandragupt..kaho k Durdhara kahan hai?? nahin to hum tumhe Magadh samrat Dhananand k nikat preran karne mein vivash ho jayenge..

Chitra : is rajkumari ko hamari Chandragupt ko sankat mein dalke anand a rahe hai kya??

Dakshita : chup bhi karo..Chitra..har samay Rajkumari ko dosh dete rehte ho

Chandragupt looked at the warrior again..but didn't utter a word...

Digvijay waited for a while..but when he didn't get answer he got furious..

Digvijay : Sainiko..Chandragupt ko bhi us pinjar mein dal do apne sathiyon k sath

all the guards surrounded them..Chandragupt could fight but as he was concerned for his friends and the girls safety as Chitra and Maya can't fight so he also didn't try to escape...the soldiers dragged them towards the cage..

and then again a familier voice ranged

"Ruko"!!

everyone again turned to the source..and the last shock was waiting for them..the warrior who was caught in the hands of lady pratiharins uncovered his face..and the face was of none other than but who the whole Rajpur was longing for..

Rajkumari Durdhara...

Edited by FairyDreams - 11 years ago
Patrarekha thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 3
Posted: 11 years ago
updated Edited by Kadamvari - 11 years ago
Moner_Radio thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 11 years ago
aru : 


finally chandu and dhara are back home safe , yeah πŸ₯³!!! ab toh ambhik gaya kaam se, since chandu have kalyani and the rajvaid himself as witnesses to his conspiracies ..so what will be digvijay's and the king's decision nowπŸ˜ƒ ? put ambhik into the cage and ship him off to Magadh πŸ˜‰? ahh, kash aisa ho pata, that would have been a treat to watchπŸ˜† !!! update soon.
Patrarekha thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 3
Posted: 11 years ago
thanks dear polly for commenting ..hehe Digvijay bhi yahi chahta hoga..but kya kare Ambhik Dhanu ka dushman nhi hai...warna ye likhne mein mujhe atyant anand hota