A Bird In The Cage note on page 1 - Page 90

Posted: 12 years ago
Originally posted by SHILPA-CUTE


filmy hai 😆but nice part 😊
Posted: 12 years ago
Originally posted by DhanakZ


So Lovely and sweet part
I really Loved it 
Mayur are so cute
and wao Mayur romanc is coming
I am so happy
thanks for Pm
cont soon
Posted: 12 years ago
Originally posted by -roshnee-


nice part.
Posted: 12 years ago
Originally posted by tanisha997


superb part

Posted: 12 years ago
Originally posted by binudamania


yipee mayur romance
thanx
update soon n do pm me...

Posted: 12 years ago
Originally posted by -SupriyaluvsMN-


yay... mayu bach gaya!
finally... nupur confessd her feelings 2 mayu also!!🥳
aww... d karwa chauth part... beautiful...😍
cant wait 4 next update...
continue soon!
thnx 4 d pm!🤗
 
Posted: 12 years ago
thanks for all silent readers
Posted: 12 years ago

here is my next part hope you like it

Posted: 12 years ago

part 19

 

Mayank was discharged after a week even after discharge he was not completely fit everyone took special care of him especially nupur.

Dadi didn't like nupur or in other words she had some special plan behind staying in Sharma house her aim was mayur separation. She always tried to find fault in nupur and nupur never went against her because she was unaware of dadi's tactics.

One day shilpa was talking to dadi. Dadi saw nupur coming that side

Dadi-acha hua mayank teek ho gaya hamari kismet achi hain warna aise accident main toh logo ki jaan hi jaathi hain

Shilpa-aap aise baatein kyun kar rahi hain mayank bilkul teek hain aisa bura sochna tik nahin hain

Dadi-hamare sochne se kuch nahin hota jo hona hain woh ho kar rahega aur main ache se jaanta hun yeh sab kiski wajah se hua hain

Shilpa-aap kehna kya chahti hain

Dadi-yehi ki is accident ki wajah sirf aur sirf nupur hain uski kismet hain hi aisi bachpan main hi uske maa baap mar gaye aur ab mayank shilpa main toh kehti hunt um use mayank se dur rakho warna kya pata kal kya ho

Shilpa-yeh aap kaise baatein kar rahi hain mayank aaj zinda hain sirf aur sirf nupur ki wajah se agar aapne nupur ke bare main dubaara kuch kahaan toh mujhe bhulna hoga ki aap mujhse bade ho

Dadi(to herself)-mujhe pata tha tu aise hi kahegi lekin maine yeh baat tere liye nahin kisi aur ke liye kahi hain

N(to herself)- kya mayank ka accident meri wajah se hua hain main uski saare problems ki wajah hun

(she silently goes to her room)

M-kya hua tumhare chehre ka fuse kyun ud gaya hain

N-mayank meri wajah se tumhara accident hua hain

M-tumse yeh kisne kahaan mujhe nahin pata tha woh gaadi tumne drive kiya hain mujhe toh lagaa tum ghar pe ho

N-main uswaqt ghar pe hi thi

M-tum pehle baito

(she sits infront of him )

M-ab bolo kya hua

N-woh dadi keh rahi thi (she says what she told)mujhe samaj main nahin aaya ki meri wajah se tumhari accident kaise hui

M-(he kisses her forehead)mujhe aaj pehli baar acha lag raha hain ki tum boli ho yeh sab bekaar ki baatein hain tum in sab baton ke bare main sochna band karo

N-par dadi aisa kyun keh rahi thi

M-unka dimaag kharaab hain isliye ab yeh sab chodo aur mere liye ek achi si coffee bana kar leke aao

N-acha teek hain

(she leaves)

Mayank was thinking gunjan comes there

G-ab tumhari tabiyet kaise hain

He doesn't reply she beats him

G-kya hua kahaan kho gaye ho

M-gunjan woh (he tells what happened)

G-jab se woh aayi hain tabse mujhe lag raha tha yeh kuch na kuch zaroor karegi aur atlast unhone wohi kiya main abhi unse baat karti hun

M-tu rehne de tu baat karegi toh acha nahin rahega

G-phir hum kya karenge

M-unki in baton ki wajah se humein koi faraq nahin padne waala humein in sab baton ko ignore karna chahiye

G-par aise kaise chod de

M-gunjan leave it aur bol tu yehaan kyun aayi hain

G(to herself)-tum ignore kar sakte ho lekin main nahin main kuch na kuch zaroor karoongi

M-kahaan ko gayi hain

G-kuch bhi toh nahin

Later gunjan plans to teach dadi a lesson she doesn't like her dadi she hates her a lot and know when she came to know she was planning against nupur she plans some mischief against dadi.

Next day in the morning mayank was leaving to office nupur brings him coffee. He takes the coffee and puts it on the table

N-tumne coffee wahaan kyun rakhi acha nahin hain kya

(he catches her wrist and brings her closer)

M-coffee baad main phle tum mujhse woh kaho jo main sunna chahta hun

N-kya

M-wohi jiska matlab jaanne ke liye maine tumse maine tumse kahaan tha

N-tum kya keh rahe ho mujhe sach main samaj nahin aarahaan

M-do you love me

N-matlab

M-kuch bhi badal sakta hain par yeh word kabhi nahin badlega waise tum nahin kahogi toh bhi koi problem nahin hain kyunki mujhe pata hain you love me a lot and I also love you a lot

(he kisses her forehead)

In the evening gunjan plans against dadi and puts oil in front of her room but unexpectingly nupur goes there and falls from stairs blood was coming out of her head. They call mayank he comes home in tension. She was sitting on the bed with bandage

M-nupur tum teek toh yeh sab kaise hua

G-mayank woh meri wajah se hua woh maine dadi ko sataane ke liye kiya tha

M-gunjan stop it what the hell do you think of yourself tum koi choti bachi nahin ho aise harqat karne ke liye agar nupur ko kuch ho jaata toh

His raised voice makes her shiver she was already feeling bad and mayanks words hurted her a lot but it was not his fault he cant see nupur in pain she just leaves from there in tears

N-mayank tumne gunjan par gussa kyun kiya use rula diya na

M-usne jo galti ki hain uska kya tumhein kuch ho jaata toh meri jaan nikal gayi thi jab mujhe phone aaya kitna pareshan tha pata hain

N-mayank mujhe kuch nahin hua main teek hoon

M-kya teek ho sar pe chot dekha hain

(he hugs her )

M-i love you nupur main tumhein khone ke bare main sapne main bhi soch nahin sakta

(she was crying)

M-tum ro kyun rahi ho dard ho raha hain kya

N-meri wajah se tumne gunjan par gussa kiya use kitna bura laga hoga

M-teek hain main usse sorry kahoonga par pehle tum aaraam karo

He was sitting she hugs him and sleeps. He hugs her tight and sleeps.

 Precap -mayur romance

part20

Edited by --unknown-- - 12 years ago
Posted: 12 years ago
lol... jaise pehle villain thore the ek aur a gaiy.. Well i'm glad Nupur didn't understand all this.. Her innocence saved the day..Intresting precap.. Continue soon...

Related Topics

No Related topics found

Topic Info

49 Participants 936 Replies 60764Views

Topic started by --unknown--

Last replied by priya_27_23

loader
loader
up-open TOP