theek kaha Ansa ๐lagta he need ki tablets le kr sooye hain jo jag hi nh rahe koi website blog to hona chahye jahan hum apne dil ki batain un se share kr sakin ๐ญlagta he kumsumit ko doc ki zururt hain jo inn need se uthaie
han yar kya karen yeh baat manne walon ma se nahi ๐กpata ha na kumsummit kitne ziddi ha dono ke dono apni apni baaten manwate ha ๐ณ
han yar bhag kar b kahan jae ge lot kar tu yahen aaye ge ohhh rhyme ban gai yeppppyyyyyyyyyyy๐ณ
Ansa tum bhag bi jao hum tumain pakad hi lain gay ๐hum juhi ko bula lain gay wo tumain kud hi wapis le aye gi kyun theek kaha na main ne tum itni aachi fan jo ho ๐
muje lagta he iss dafa star parivvar show hit bi nh gay atleast ab star waloon ko purane logon ki importance ka pata chal gay ho ga?
ha yar last bar kumkum parerna ayi thi na tu show hit raha tha is bar macao ma kiya hit phir na howa is se acha india ma kar lete or humare stars ko bula lete ๐ก

star waloon ko aqal ki gooliyan lani chahye ๐agar aisa hi hota raha to inn ka chanel gay ๐ณ
Ansa tum bhag bi jao hum tumain pakad hi lain gay ๐hum juhi ko bula lain gay wo tumain kud hi wapis le aye gi kyun theek kaha na main ne tum itni aachi fan jo ho ๐
han yar ma tu bhagu bhagi wapis ao gi beshak chapal b na mile bus bhag ao gi or juhi ne jb dobara janam lia tha or us ki shadi faisal se ho rahi thi (US lerke ka drame ka nam nahi ata bhool gai) tb juhi ki sis ne jo gana gaya tha na ma ne usi waqt record kiya tha๐ณ