Sher O Shayri

Ishq hi hai rab aur khuda soniya... - Page 5

Created

Last reply

Replies

68

Views

10827

Users

8

Likes

64

Frequent Posters

Posted: 13 years ago
Originally posted by: KYPH-AK

Voh JUNOON Kahin Jo Na MITT Sakay, Jo Na MILL Sakay Voh QARAAR Day

MIEN Asool-E-ISHQ Ki Bisaat Hoon, TU Ghuroor-E-ISHQ Say MAAT Day'!!!



👏  👏  👏 
KYPH-AK thumbnail
Anniversary 17 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail
Posted: 13 years ago
Originally posted by: KMH2



👏  👏  👏 



Thanxx...:)
forgiveness thumbnail
Group Promotion 1 Thumbnail
Posted: 13 years ago
Khubsurat hai samaa aur sham bhi rumani hai
Kya bat hai fir kyun meri aankhon me pani hai

Doob rahi hain sansein aur dhalti raat suhani hai
Dil ne aaj ye kaisi anokhi bematlab zid thaani hai

Angdaiyan hai lachili angang me masti chhai hai
Betaab hai dhadkan aaj mohabbat meri deewani hai

Kasmasa raha hai badan baahone me aane ko kisiki
Ye kaisi pyaas jagi k bahek rahi meri ye jawani hai

Posted: 13 years ago
Must read:

Farq sirf itna sa tha, US ki doli uthi meri maiyat uthi,
phool US per bhi they, phool mujh per bhi they,

mehfil wahan bhi thi , log yahan bhi the,
Un ka hansna wahan, in ka rona yahan,

sahelian us ki bhi thin, dost mere bhi they,
Do qul US k perhey, do qul mere perhey,

Qazi udher bhi tha, moulvi idher bhi tha,
WOH saj k gaya, mujhe sajaya gaya,

WOH uth k gaya, mujhe uthaya gaya,
Farq sirf itna sa tha usey APNAYA gaya, mujhe DAFNAYA gaya…

.
Posted: 13 years ago
Originally posted by: KMH2

Must read:

Farq sirf itna sa tha, US ki doli uthi meri maiyat uthi,
phool US per bhi they, phool mujh per bhi they,

mehfil wahan bhi thi , log yahan bhi the,
Un ka hansna wahan, in ka rona yahan,

sahelian us ki bhi thin, dost mere bhi they,
Do qul US k perhey, do qul mere perhey,

Qazi udher bhi tha, moulvi idher bhi tha,
WOH saj k gaya, mujhe sajaya gaya,

WOH uth k gaya, mujhe uthaya gaya,
Farq sirf itna sa tha usey APNAYA gaya, mujhe DAFNAYA gaya'

.

👏👏👏👏👏👏👏👏👏
KYPH-AK thumbnail
Anniversary 17 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail
Posted: 13 years ago
Originally posted by: KMH2

Must read:

Farq sirf itna sa tha, US ki doli uthi meri maiyat uthi,
phool US per bhi they, phool mujh per bhi they,

mehfil wahan bhi thi , log yahan bhi the,
Un ka hansna wahan, in ka rona yahan,

sahelian us ki bhi thin, dost mere bhi they,
Do qul US k perhey, do qul mere perhey,

Qazi udher bhi tha, moulvi idher bhi tha,
WOH saj k gaya, mujhe sajaya gaya,

WOH uth k gaya, mujhe uthaya gaya,
Farq sirf itna sa tha usey APNAYA gaya, mujhe DAFNAYA gaya'

.


👏👏👏
i have read this before...its really really sad

Edited by KYPH-AK - 13 years ago
forgiveness thumbnail
Group Promotion 1 Thumbnail
Posted: 13 years ago
Kisi Kinaare Dhundle Hue Se Sapne Bikhre Hai,
Sametne Ke Liye Chaandni Ke Aanchal Bikhre Hai,

Kuchh Chhupe Hue Dard Achanak Hi Muskura Baithe Hai,
Aansuon Ki Bebasi Mein Rangeen Khwaabon Ke Aqs Bikhre Hai,

Ek Kashti Ki Talash Mein Bhatakte Rahe Umr Bhar Hum,
Samundar Mein Hi Dekha Humne Hazaron Saahil Bikhre Hai,

Suraj Ki Tapish Se Kyon Ho Gaye Ho Pareshaan Sanam,
Qareeb Aake Dekho Ghani Zulfon Ke Baadal Bikhre Hai,

Tu Jo Hai Saath Mere Is Safar Mein Hamein Koi Justuju Nahi
Tere Har Qadam Pe Meri Manzilon Ke Kaarwaan Bikhre Hai..

KYPH-AK thumbnail
Anniversary 17 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail
Posted: 13 years ago
Ishq ki gehriyon ko tum kya samjhoge
ye wo dariya hai jisme sahil bhi doob jate hai.
KYPH-AK thumbnail
Anniversary 17 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail
Posted: 13 years ago

Dua nahi to gila deta koi
meri wafaon ka sila deta koi

jab mukadar hi nahi tha apna
deta bhi to bahla kya deta koi

hasil-e-ishq faqat dard hai
aye kash pehle hi baat deta koi

taqdeer nahi thi agar aasmaan chuna
khaq me hi mila deta koi

bewafa bhi humein bewafa keh gaya
is se zyada kya daga deta koi

guman hi ho jata kisi apne ka
daman hi pakar kar hila deta koi

arse se atka hai hinchkiyoun pe dun
acha hota ke bhula deta koi

Posted: 13 years ago
chalte chalte raste me...mil jata hai koi to....
Dil ki bagiya me phulon sa ...khil jata hai koi to....

des kya...sarhad kya...zubaan ka batwara kya.....
sare sapne humare hain...uska kya..mera kya....