Posted:
heloo guyzz .. aaj jo main yahan kahne wali hun .. use parh kar aap ko buht gussa aane wala hai .. but aap mujhe galiyan bhi denge ..
but i hate hate hate hate pooja and pratgiya too..
b/c jaisi prtgiya hai wesi hi pooja hai ..
ab prtgiya na hi ek achi patni ban paai our na hi achi bahu ..
jaise hi apne sasural aayi hai sab ka jeena haram kar diya hai .. our bechara kirshna jante hue bhi ke pratgiya theek nahiin kar rahii hai phir bhi uska saath dena parta hai .. but us main bhi kirshna ki achaai nazar aa rahe hai .. mujhe srf ek chees batain jis main prtgiya ne kuch acha kaam kiya ho ..
is prtgiya se zyada toh komal achi hai .. kamskam woh ek achi patni our bahu toh ban paae .. us ki wajah se ghar ke sab aadmi khush bhi hain ..
yeh prtgiya kab sudhragii ..
aap logoun ko gusa aayega i know but aana nahiin chahiye kyun ki jo bhi kaha hai .. sach hi toh hai ...

comment:
p_commentcount