Posted:
Part 533
G (selftalk): Hey babaji... Ab Maan gussa ho kar gaye hain! Ab mujhe hi kuch karna padega... Tu bhi na! Unki baahon mein rehne se kya parez thi! Sahi to keh rahe the! Poora din hai! Aur ab wo naraz ho gaye! Kya karu babaji! Unhe call karti hoon!
Geet calls Maan... Maan picks...
M: Haan Geet bolo! Kuch kaam tha?
G: Nahi wo... mmm...
M: Kya hua?
G: Aap please aaj jaldi aayiega!
M: Haan haan! Packing karni hai isliye jaldi aa jaunga...
G: Nahi! Wo aapki packing main kar rahi hu abhi apne packing ke saath!
M: Uski koi zaroorat nahi hai Geet! Main apni packing khud kar lunga... Tumhe tension lene ki koi zaroorat nahi hai!
G: Is mein tension ki kya baat hai? Main aapki wife hoon! To aapki packing karne ka haq hai mujhe!
Maan smiled...
comment:
p_commentcount