Posted: 13 years ago

Aksar Mere Dil Main Khayal Ata Hai,

K Zindgi agar tere sang guzarne pati to shadaab ho bhi sakti thi,

Ye Ranj-O-Gham ki siahi, jo dil pe chai hai,

Teri Mohabbat ke roshni se door ho bhi sakti thi.

Magar Ye Ho na saka, aur ab yeh alam hai,

Tu Nahi, Tera Gham, Teri justujoo bhi nahi.

Guzar Rahi hai Kuch Is Tarha Zindgi

Jaise Isey Kisi K sahare ki Zarorat Nahi.

Na Koi Raah, Na Koi Manzil, Na Roshni ka Suragh.

Bhatak Rahi hai andheron main  Zindgi.

Inhi Andheron main reh jaongi kho kar,

Main Janti hoon mere hamsafar,

Magar Yunhi  Kabhi mere Dil main Ye khayal Ata Hai!

Posted: 13 years ago
Originally posted by aksh4IF

brilliant..

adhure the hum, poora kiya aapne
sune panne the hum, in par mithe bol likkhe aapne
sannate me chal rahe the hum, pyar ka dhun sikhaaya aapne
aap par marte the hum, hum ko mara bhi toh aapne
 
aap ki poetry per tu dil o jaan say fida hu gye
ary ye kia jaadu kar dia aap ne...........
aysay khobsoorat shabdu ki barsaat kar di
ki pal bhar main hamain be shayar bana dia aap ne๐Ÿ˜†๐Ÿ˜†๐Ÿ˜†
 
Posted: 13 years ago
Originally posted by aamnaishtiaq

Aksar Mere Dil Main Khayal Ata Hai,

K Zindgi agar tere sang guzarne pati to shadaab ho bhi sakti thi,

Ye Ranj-O-Gham ki siahi, jo dil pe chai hai,

Teri Mohabbat ke roshni se door ho bhi sakti thi.

Magar Ye Ho na saka, aur ab yeh alam hai,

Tu Nahi, Tera Gham, Teri justujoo bhi nahi.

Guzar Rahi hai Kuch Is Tarha Zindgi

Jaise Isey Kisi K sahare ki Zarorat Nahi.

Na Koi Raah, Na Koi Manzil, Na Roshni ka Suragh.

Bhatak Rahi hai andheron main  Zindgi.

Inhi Andheron main reh jaongi kho kar,

Main Janti hoon mere hamsafar,

Magar Yunhi  Kabhi mere Dil main Ye khayal Ata Hai!

Beautiful๐Ÿ˜Š
 
Posted: 13 years ago
pata nahi.. aaj rhyming mood mein hain hum.. all thnx to kmh

abhi toh sulaah hua tha, abhi toh bhule the ghum
abhi to woh chale the, unke peeche aankhen nam
abhi unke judaai ka lamha na guzra tha, 
ke humare ranjishon ne sunaya naya dhun
ae zindagi, kaisi yeh dushmani, 
pyar karein phir bhi, bewafa tehre hum
ruthne ka haq toh humara hain
phir bhi r
uthon ko manane chale har dum

very nice ๐Ÿ˜Š๐Ÿ˜ณ
Posted: 13 years ago
WOW!
 
WOW!
 
WOW!
 
This is one of the most amazing and touching poem ever!
 
Write more!

Related Topics

No Related topics found

Topic Info

28 Participants 75 Replies 5365Views

Topic started by aksh4IF

Last replied by Bobbi.

loader
loader
up-open TOP