unse jahaan hain yeh inkaar nahi kiya tha,
par unki liye hum khuda ko maanenge na maana tha,
aaj jaana yeh ki woh aur har cheez jo hai unse judi,
woh maayine rakhti hai humari zindagi mein had se badi,
kabhi phir aisa mauka na aaye,
unki jaan se pehle humein maut aa jaye,
unki liye zindagi ya maut ko chunana na tha aasaan,
hum agar de sakte toh deti unke liye apni jaan,
unke ansh ko khatre mein daal kar,
samjah aaya ki na je paanege hum unse juda ho kar,
unki ek muskhuraaht ke liye hum kuch bhi kar jaayenge,
apni kismat se lad unhe apna baaneynge...
Edited by mchopra - 13 years ago