Posted:
Manav's cell rings..
Manav- Hello
Archana- Hello Manav
Manav- Archana tum.. Ruko main bahar aakar baat karta hoon
Manav- ab bolo, kya hua ? Sab thik hai naa?
Archana- nahin sab thik nahin hai
Manav- kya hua? Jaywant tapak gaya kya?
Archana- kaash..
Manav- haan kaash..
Archana- chup kijiye.. aaj shaam wohi par mandir k paas milte hain..
Manav- thik hai..
Archana is waiting for Manav.. He arrives..
Manav- kya hua? Kuch baat hai kya?
Archana- haan.. Mujhe shravani mili thi kal..
Manav- chee chee.. Kiska naam le liya? Uske liye yahan bulaya tha.. Mujhe laga akele bulaya tha.. Kuch kaam hoga... Jhappi pappi dogi..
Archana- jee nahin.. Abb hum dono shaadi shuda hain..
Manav- sabb chalta hai..
Archana- main aisi nahin hoon... Shravani ne bataya ki aap usey honeymoon par nahin l jaa rahe hain.. Kyun??
Manav- tumney isliye bulaya tha?
Archana- haan... Main chahti hoon ki aap shravani ko honeymoon par le jaayein...
Manav- Honey, main moon par akela chala jaubga, lekin uss choo ko honeymoon par kabhi nahin...
Archana- soch lijiye.. Agar aap honeymoon par nahin gaye, toh main bhi jaywant k saath honeymoon par nahin jaungi..
Manav- ye kya keh rahi ho?
Archana- wohi jo aapne mujhse kaha tha pehle shaadi kerne k liye..
Manav- arey yaar, main bhootni k saath honeymoon par chala jaunga, bt shravani k saath nahin... naa shakal hai aur naa figure... Tum apni figure dekho.. Kahan tum aur kahan woh? Tum hi chalo naa mere saath honey moon par...
Archana- main mazaak nahin kar rahi.. Main kuch nahin jaanti...
Manav- aisa mat karo..
Archana- main kuch nahin jaanti..
Manav- thik hai..
Archana- dats lyk good boy.. Chalo issi baat p main jhappi de deti hoon..
Dono jhappi dene k baad chale jaate hain..
Bappa- In dono kaa kuch nahin ho sakta.. Main deta hoon par ye nahin lete.. Abb kuch cheezein toh mere bass mein bhi nahin hai.. Chak de ArMan...

comment:
p_commentcount