Posted:
13 years ago
loolz!!! lekin agar wo aisa karti to angad aur us ki family ko tang karta na!!! abhi to sirf Arushi ke peeche parha hai,agar do chaante parh te to shaid Adarsh ke peeche bhi parh jaata aur kehta: aee Adarshwa, kal aik dum mast tanna tan ban ke rehna! hum tum ko lene aa rahe hain🤣