Tumhare Liye - last part page 50- 05/06 - Page 5

Posted: 13 years ago
Hi Aruuuuuuuuuuu
lovely part dear.
wonderful
keep it up.

Posted: 13 years ago
wow aruna..i loved it...hate rv...eagerly waiting to know what happens now......fantastic..

FANTASTIC

Edited by hazraluvroka - 13 years ago
Posted: 13 years ago

hey aruna

fantastic ff yaar

love ittttttttt...

thanxz for the pm!

such a captivating story hun

-sanam-

Posted: 13 years ago
superb part yarr..
but was a little emotional.....
Posted: 13 years ago
aruna

brilliant update dear

nupur us so chup chap

and she tried to commit suicide

but ths mayu is soooo shweet

he took care of her

and fed her

awwwww last mein hi kissed her forehed

update soon

love pebbzzyy


Posted: 13 years ago

Next part 3

Aage

Mayank Indore pahunch gaya his dad ,dadi and mom were very happy to see him.

He took blessing from all.

Got freshen up and sat for the lunch

While having lunch

MD : mayu tumane aage kya socha hai ,mera matlab hai ki shadi?

M (cough) : dad itni jaldi kya hai ,abhi to time hai?

MM : beta par kis bat ka wait kar rahe ho? Placement ho gaya hai tumhara aur tumhari dadi bhi chahti hai ki tumhari shadi ho jaye

M : mom plz

MM : mayu plz humane ladki bhi decide kar li ab khana kha lo

After lunch he went to meet his dadi

 

D:Mayu beta shadi se kya problem hai

M : dida aap to plz mera sath do na main shadi se mana thode kar raha hu par abhi job bhi karne do kuch din plz

D : dekh mayu humane aaj tak teri sari bate mani hai na?

M : haan dida to beta humari ek bat to man le

Dadi ko samjhane ka koi fayda nahi hai mom dad ne pure tarike se dadi ko sikha diya hai

Mom se bat karta hu

He goes to meet mom

M : mom tum samajh kyon nahi rahi ho ,please thode din ruk jao na

MM : dekh may hum vaise hi bahu din ruk gaye  hai ,aur tu itna tense kyon ho raha hai beta ladki teri hi pasand ki hai

M : meri pasand ki ladki ,par kaun maa

MM : gunjan

M : gunjan ,maa plz

MM : kya plz ,tere dad hi kah rahe the ki  shayad tum dono ek dusare ko pasand karte ho aur    hume koi problem nahi hai

M : hum dono sirf dost hai maa

MM : dekh may sab yai kahte hai

M : maa aaj tak maine aapse koi bhi bat chupai hai kya

MM : nahi mayu ,maine kab kaha

M : phir gunji aur main nahi maa,main sach kah raha hu, hum dono sirf dost hi hai

Wo shayad kisi ko pasand karti hai mujhe nahi pata kaun par sure hai ki main nahi isliye plz aap dad ko samjha do plz

MM : tu sach kah raha hai mayu

M : aapko kya lagta hai aapka beta  jhuth bolega plz maa.

MM  : thik hai main tere dad se bat kar lungi

M : thanks ma

 

In morena

Nupur got up in the morning and saw her self in home ,with her mom dad chinki bui

N : main ghar kaise aa gayi.

Chinky : di aapke dost apko lekar aaye the

Wo bahut ache hai di,unhone aapka bahut dhyn rakha .

N : par wo hai kaha ,

C : wo to kal hi chala gaya

N ( ek anjan insaan jo apne kam ko imp na dete huye mere liye yaha tak aaya,mujhe khudkhushi se bachaya.sach me aise dost milana bhi mushkil hai aur main  lucky hu ki wo mera dost hai)

NM and ND ,beta tera dost sach me bahut achha hai usane  par bahut bada ehsan kiya hai

N : haan maa aur mujh par bhi ,sayng this she hugged her parents.

 

Gunjan also came to Indore and met mayank

G : hey mayu kaise  ho?

M : main achha hu   tu kaisi hai? Ghar me sab kaise hai?

G : sab first class ,aunty kaha hai

M : kitchen me

G : main unse milkar aati hu

M : ok

G to MM : hello aunty ,kaise ho and she hugged MM.

Indore in gunjan's aunt's place so she comes here from her child hood and mayu to knows her from childhood.they are very close friends,

MM : main achi hubeta tu kaisi hai

G : main to badiya hu aura b aapko dekhakr   aur bhi achhi ho gayi hu

 MM : achha ha ab khan khakar hi jana

G : ye lo ye bhi koi kahne ki bat hai

(Gunjan's mother is no more and she loves MM like mom and same with MM also)

Again  at lunch time

MD : mayank tumhare liye ek rishta aaya hai ,ladki ache ghar ki hai ,sushil  hai aur main bat ye ki engg hai.

M  (hey bhagwan) : dad abhi to topic close hua tha phir se

G : kya mayu ek bar mil lena ,amin bhi chalungi sath me thik hai na uncle

MD : tujhe meri permission chahiye kya gunjan ,tu meri beti hai aur tujhe sare permission hai

M : aur main bus mujhe hi koi permission nahi hai ,dad please aapko shadi karani hai to is gunji ki kara dona

MD  : mayu mujhe aur kuch nahi sunana hai beta ek bar mil lo agar man na ho to koi bat nahi hai shilpa apne ladle ko samjha dena

Hume kal jana hai morena

M : Morena ki ladki?

MM : han par tujhe itna kya shock lag gaya hai ,dekh mayu ladki dekh le agar tujhe pasand nahi aai to main promise karti hu ki hum tujhe force nahi karenge

Chalo main tumse bad me milti hu tumhari dadi ko hospital lekar jana hai abhi

Now M and G are thr

M : gunjan ye samajh kyon nahi rahe hai?

G : mayu koi tumhe force nahi kar raha hai ek bar chalo to sahi phir uske bad tumhara man chaho to mana kar dena aur main hu na aunty se bat kar lungi wo mujhe mana nahi karegi

M : pakka na tum mujhe goti to nahi de rahi ho na

G : nahi mayu tum jante ho i am serious

M : thik hai then hum kal challenge

Morena nupur ke ghar par

N : maa itni jaldi kya hai shadi ki please aap log mujhe force mat kariye plz

ND : beta tujhe sirf milane ke liye hi kaha hai agar pasand na ho to mana kar dena

 N : bauji mujhe milne ka man nahi hai aap samjhiye na plz

ND : dekho nupur humane unhe already invite kar liya hai ,aur ye achha nahi lagta hai ki last min kahe ki hamari beti ko pasand nahi ki aap aaye

NM : nupur tumhare bauji sahi kah rahe hai beta ,ek bar plz

N : fine main mil lungi ladke se par haan no saree please main jaisi hu vaise hi

 

------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

 

Both of them do not know name whom they ll meet

No excitement as nupur is just recovering from her past and mayu to had  a past

Sharma family arrives at bhushan mension

Mayank does not know ki he has come to same place before as it was dark

He took blessing fromher family member and this time chinky is not in morena

Gunjan also took blessing

ND : are aapki beti hai pata hi nahi tha

MD : are ye hamari beti nahi hai ,apr meri beti se kam nahi hai ,ye mayank ki bachpan ki friend hai

NM : aao beta andar aao

G to MM : mujhe usase milana hai

MM : Whispering kisase beta

G : Are aunty jisase milane aaye hai aapne to name bhi nahi bataya

NM : oh tum nupur se milana chahti ho

 (m did not listen as he was feeling very awkard , kaha aa gaya hu.pata nahi us bandi ko kaisa lagega.hey bhagwan main kahunga kya aur kaise reject kar duna.agar main hi use pasand nahi aaya to achha hoga ,hey bhagwan plz help me)

NM to G : chalo beta

NM took G to N's room and aksed her to wait for a min

NM to N : tayar ho gayi tum

N : haan maa tum janti ho mera man nahi hai phir bhi kyon ?

NM : nupur bahut ho gaya hai humane kabhi teri bato ko nahi mana hai aisa hua hai to kya hamari ek bat bhi nahi man sakti tum.

And she called gunjan  and left

G to N : hi nupur main gunjan

N : hi gunjan

( guys nupur ne bahut hi lighr purple color ka dress pahna hai no makeup and hairs are open that to because her mom asked her to keep it open)

G : tum bahut sundar ho nupur

N : thanks aur tum to angel jaise lag rahi ho gunjan

G : tumhe ye rishta manjoor nahi hai ,koi aur pasand hai kya?

N : nahi .nahi to aisa kuch nah hai par itni jaldi

G : tum sirf ek bar mere friend se mil lo phir bhale hi mana kar dena ,wo bahut achha hai caring hai aur sabse badi bat wo her chij dil se karta hai use show off pasand nahi hai

And saying this she went and told MM ,aunty nupur bahut dari hai agar hum sabko sath dekhegi to aur nervous ho jayegi main soch rahi thi ki mayu ko hi uske room me bhej de

MM : beta bat to thik hai main NM se bat karti hu

NM: are haan koi bat nahi hai

G took M : dekho mayank wo bahut dari hai to please ache se bat karna

M : meri parwah kisi ko nahi hai sab uske liye hi bolo mujhe

G : mayank tum bahut samajhdar ho ek ladki ko koi dekhane aaye aur reject kar deta hai to us ladki ke arman tut jate hai aur wo bikhar jati hai mayu isliye kah rahi hu plz

M : mujhe pata hai gunji do not worry main dhyan rakhunga

 And after reaching to the room she leaves ,M knocks the door nd finds it open he goes inside

Nupur is standing her back is at mayank's side.M kya kahu mujhe to name bhi pata nahi hai

At last after 10 min

M : execuse me ,maaf kariye par mujhe aapka name nahi pata hai

N( ye awaj to Mayank jaise lag rahi hai ,par wo yaha kyon aaayega nupur.pagal ho gayi hia kuch bhi sochati hai )

N : ji nupur

M : nupur

And now she turns

N : mayank tum?

M : oh to mujhe tumase milne bheja gaya hai

Both laughed and then suddenly there was a silence

N : mayank main abhi shadi nahi karna chahti and reason tum jante ho par maine ghar me kisi ko nahi bataya hai

M : main bhi nupur mujhe bhi shadi nahi karni hai ,main to samjhakar thak gaya hu

MN : par ab kya kare ?

M : tumhare parents tumhe aur kisi rishte ke liye puchenge aur mere parents mujhe

N : haan sach kah rahe ho,

M : aur hamare pas koi wajh to ho inkar karne ki

N : tumhare pas hai mayank ,mera past

M : nupur tumhe main itna gira hua insane lagta hu kya?mere liye tumhara past koi mayane nahi rakhata aur aisa hai to i too have my past  maine bhi dhokha khaya hai nupur.

N : kya kah rahe ho? Tumane mujhe bataya nahi

M : us din tumhe kuch batau tumhari halat aisi nahi thi,meri life me ek ladki thi sheena ,maine use bahut chaha par use meri daulat se pyar thaw o mere andar ke mayank nahi mere look ko chahti thi.

N : oh sorry mayank

M : are tumhe sorry kahne ki koi jarurat nahi hai ,par ek bat puchu

N : haan kahi na

M : agar tumhara past tumhare aade na aaye to tum kya karti is shadi ke liye haan karti ?

N : shayad haan ,par abhi mujhe shadi ke bad pata naih kitna samay lage khud ko sambhalane me aur main kisi ki life spoil nahi kar sakti hu mayank.aur agar tumhara past nahi hota to tum kya karte?

M : main apne past se bahhut aage nikal chukka hu nupur aur vaise bhi maa ne tumhe pasand kiya hai to tumame kuch to bat hogi.mujhe ab bhi is rishte se problem nahi hai.

N : par mayank main tumhari zindagi spoil nahi kar sakti aur sirf Tumhare liye hi kah rahi hu ki is shadi se mana kar do

M : main kar dunga nupur par agar kal koi aur tumhe dekhane aaya to tum kya karogi?

She was tensed as he was right.

N : pata nahi mayank

M : mujhe tumase shadi me koi problem nahi hai aur yakin mano shadi ke bad bhi tumhe is bat se darne ki koi jarurat nahi hai ki main tumhare sath kaise behave karunga,trust me mere liye friendship jyada importnae hai kisi bhi relation me.you can give a chance agar mujh par bharosa hai to otherwise main ye blame apne sar par le lunga nupur .

N : par ye kaise ho skata hai mayank shadi ke bad,tumhare khud ke kuch sapne hai aur main unhe todna  nahi chahti hu

M : tumhe kya lagta hia ki RV (sorry nupur he told her thru his eyes ) ki tarah mujhe bhi wahi sab chahiye?

N : nahi mera matlab wo nahi tha par phir bhi tum mere liye aisa kyon kar rahe ho

M : mujhe bhi kisi se shadi to karni hi hai na nupur.aur kisne kaha main ye Tumhare liye kar raha hu.

Tum apna time le sakti ho,main kabhi bhi tum par koi jabar dasti nahi karunga.aur ye main kisi bhi ladki se shadi karta to nahi karta.main janta hu ki ladkiya apni life me sirf compromise hi karti aai hai.aur main unki bahut respect karta hu nupur par faisala tumhare hatho me hai.

N ( tum par bharosa karne ko man hai mera par kya karu ,samajh nai aa raha hai,nupur apne dil ki sun Mana RV ne tujhe dhokha diya hai par kya mayank ne tujhe sambhala nahi ek anjan hote huye bhi)

M was waiting for her and said nupur mujhe samjh aa gaya hai main niche jakar sabko bata deta hu

He started moving towards the door and when he reached to the door he could see nupur in confusion state but he knew she is not ready. He just turned to go out then only nupur called

N : mayank ek min main bhi chalti hu tumhare sath

They both came down and M was about to say when nupur stopped him holding his hand from back

Mayank was amazed ki kya hua hai ise achanak se?

N : maa mujhe aapka faisala manjur hai and saying this she took blessing from all.

MM : mayu tune kya socha ?

M : jo aapko sahi lage wo mere liye sahi hai na maa.

MM L oh to mere bte ko nupur pasand hai

They all had lunch and then MAYUR did not get a chance to talk,and there marriage was fixed in next month.

 

So the next update wil be after few days ,it is boring par kya kare

I hope i did not bother you please comment

 

 

 

 

Edited by arunabehere - 13 years ago
Posted: 13 years ago
i really like your part 2 and 3
Posted: 13 years ago

hey love the character stetch to the core!!!

Posted: 13 years ago
Part 1
 
wowowoowow so Mayank bumps into Nupur
by mistake
and then she is bleeding
and she has no reaction to it
and then they sit in the same train
and then later
he sees her that she waz about to suicide
and he tries to stop her
but she doesn't listen
and then he slaps her
and she comes to her senses
and then he tells her that she shouldn't do it!!
awww he is choo sweet
already loving this FF!!
waiting to know why she is like that
-Lina-
Posted: 13 years ago
Part 2
 
ufffff this part waz amazziGGGG!!!
I loved it to the core!!!
so becuzz RV left her she waz trying to kill herself!!
awww and Mayank's character is too cute na!!
he consoling her
and they become friendzz na !!
that is fab !!
and then he took her to her house
and Gunjan there
thatzzz nice
waiting to read more!
anywayzz love this part!!
-Lina-

Related Topics

doc-text Topics pencil Author stackexchange Replies eye Views clock Last Post Reply
Ranveer's unsaid feelings #13 updated episode 921 page 115

pencil sakshi5050   stackexchange 1146   eye 48771

sakshi5050 1146 48771 2 hours ago coderlady
It's Complicated • AarYa FF • Chapter 50 page 58 | 16/3/24

pencil SillySoni   stackexchange 577   eye 28745

SillySoni 577 28745 10 days ago coderlady
⭐New⭐ Arhi FF | Iss Darr Ko Kya Naam Doon: Chapter 3 - Part 1

pencil Rizz-ington   stackexchange 25   eye 3718

Rizz-ington 25 3718 20 days ago Rizz-ington
Sarang | AarYa FF - Chapter 13 page 12 - 4/3/24

pencil SillySoni   stackexchange 121   eye 6762

SillySoni 121 6762 23 days ago pooja20_02
TDBU #3 [An AR FF] - (Track 66 to 69 - Page 82/83)

pencil DMGThings   stackexchange 645   eye 95702

DMGThings 645 95702 27 days ago Prizi

Topic Info

57 Participants 413 Replies 39443Views

Topic started by abb01

Last replied by _ArTi4ever_

loader
loader
up-open TOP