Originally posted by Clever.Foxxy
eyes red ho jaati hain 🤣🤣 wah wah 🤣 waise tumne kaha tha na ki injection dekh ke wo behosh ho ga tha,,, maine is baat se usko chidaya and he was like ab wiki ko nai choduna 🤣🤣🤣
kya wo ab hospital main ha?? 😲😲 haan BP low ki baat kar raha tha.. keh raha tha sar dukh raha hai...
haannn 21 aug ko hai 🤣
kuch nahy kar skey ga wo😡🤣
mujhey nahy pta ho skta hay hospital mai ho ye bhi k na ho meri bat nahy ho rahi mei os sey door hun 😆kal pta karun ga bta dun ga tumhai
pr hospital mei hota to 2013 tak inactive nahy hota wo😕
pheer mei yad rakhun ga🤣