Bahoot tamanna thi, pyar mein aashiyan banane ki,
Bana chuke to lag gayi Nazar zammane ki.
Usi ka karz hai jo aaj hain aankhon mein aansoo,
Saza mili hai hume muskurane ki
Hasraton pe rivaajo ka sakhta pehraa hai,
Na jaane kaun si ummeed pe jaake yeh dil thehraa hai,
Meri aankhonmein se chhalakte hue yeh ashk aur gam ki kasam;
Mera yeh pyaar.... Bahot gehraa hai...
Unki ek yaad bechan kar jati hai
har cheez me unki surat nazar aati hai.
aisa hal kiya unhone pyar me hamara
ke nind aati hai to ankhen bura maan jati hain.
Dil Ke Dard Ko Shabdon Me Dhala Nahin Gaya,,,
Ghum Ke Aansuon Ko Aankhon Se Nikala Nahin Gaya...
Usne Mujhe Dard Sirf Isliye Diya,,,
Kyonki Usse Mera Pyar Sambhala Nahin Gaya...
comment:
p_commentcount