Hindi mein baat karni hai na ? Mera naam Ritu hai, main 95 saal ki ladki hu. main India Forum ki sadasya hu. Mere yaha bahut saare dost hai. Mujhe Purab accha lagta hai aur Armaan ka khoon karne ka man karta hai. Armaan ko jassi ke saath Mangal graha par bhej dene ka man karta hai.
Main hi bolti jaaaoo kya tum log bhi to kuch bolo