AR FF : Hum Saath Saath Hain "imp.note=63"28/9 - Page 45

Posted: 14 years ago
hey
interesting promo
waiting for update
pl update soon
Posted: 14 years ago
wow interesting
pls update soon dear
waiting for update      


Edited by arlove - 14 years ago
Posted: 14 years ago

Part  85

Armaan:jab tak mujhe meri mithai na mile main kaise hospital ja sakta hoon acha chalo ab ready ho jaun

Ridhima: armaan mujhe tumhe kuch batana hai

Armaan: bolo

Ridhima: who jo ladki jisse ronak infatuated hai na jise who saare gane dedicate karta hai who

Armaan: kya hua who

Ridhima: who main hoon

Armaan: at once get from her lap kyaaaaaaaaaaaaaaaaaa

 

 

RIDHIMA: haan armaan usne mujhe who concert wale din batya ha maine tumhe tab hi batana chaha par shikha ke saath jo kuch mera matlab

Armaan: ridhima its ok

Ridhima: what koi aur mujhse pyar karta hai and u are ok with it

Armaan: haan ab tum ho hi itni sexy aur khubsurat ke koi bhi

Ridhima: armaan main serious hoon

Armaan: jaan mujhe yeh baat bahut aage se pata hai

Ridhima: kyaaaaaaaa

Armaan: haan main ek baar jab ronak aur anisha baat kar rahe the tab suna tha

Ridhima: tp tumne mujhe bataya kyun nahi

Armaan: mane zarrori nahi samjha

Ridhima: kya matlab zarorri nahi samjha

Armaan: jaan tum bahut jaldi tensed hojati hoon aur abhi is chotu ke liye tumara itna tensed hona sahi nahi hai main hoon na sab thik hojayega

Ridhima: tuhe koi pharak nahi pada who tumse pyar karta hai

Armaan: mujhe pharak tab padhta jab tum uske barrein main kuch feel karti kyat um karti hoon

Ridhima: shut up armaan

Armaan: nahi karti na to phir mujhe tensed hone ki kya zarrorat hai waise bhi sirf infatuation hai jo thik ho jayega itna zada mat soch ok

Ridhima: ok thinking koi to baat hai armaan jot um mujhse chupa rahe ho don't worry jab tum batana chao bata dena lekin jo tumaeri zubaan keh rahi hai who ankhen nahi keh rahi

Armaan: tum phirse sochne lagi dekho jao jaldise naha lo main breakfast banata hoon

Ridhima: nahi tum

Armaan: no more jaan tu aur kitchen main kaam nahi karogi that's it

Ridhima: armaan abhi sirf 15 days ki pregnancy hai armaan

Armaan: no arguments in this ridhima main tumhe hospital jane se nahi rok raha par no house hold ork and that's final aur aaj keerti mam se pooch kar tumare khane ka chat bhi banana hai

Ridhima: now gulp her mouth armaan main koi pehli ladki nahi hoon jo ma bannewali hai bahut log ban chke hai aur sab kaam karte hai

Armaan: mujhe pata hai par tum to pehli baar ban rahi hona dekho main tumhe kaam akrne se nahi rok raha hospital main to

Ridhima: haan pata hai kitna kaam karne doge hamesha aage peeche rahoge

Armaan: ab who to mera haq hai aapke aage pecche ghumna isse to mujhe koi rok nahi sakta

Ridhima: armaan tum

Armaan: ridhima main is barrein main aur behaz nahi karna chatha bas its final

Ridhima: par

Armaan giving daring look from eyes

Ridhima : understands he will not listen ok baba jasa tum kahoge wasa hoga khush

Armaan: haan bahut khush ab jaldi jao nanahne main kitchen main jata hoon ok

 

Rahul Muskaan

Rahul was packing muskaan bag

Muskaan: rahul abhi take k maihina baki hai abhi se hospital main kyun

Rahul:dekh dib hi nahi hai unhe jana pada main tujhe akela kaise chod sakta hoon leave bhi nahi mil pa rahi atul anjali apni shadi ke liye busy hai ab ridhima bhi pregnenet hai aur starting mnts main tujhe pata hai tabbeyet kaise rehti hai armaan bina bataye kab gayab ho jaye koi bharosa nahi maine bhi starting time main bahut leave li hai kyun ki tum bahut weak rehti thi ab mujhe leave nahi milenge muski main tujhe akela nahi chod sakta

Muskaan: par mujhe hospital main caha nahi lagta waha ka atmosphere aur who sab is time par bahut problem hoti hai

Rahul:uski chinta tu mat kart ere liye special room book karwaya hai aur double bed aur ac bhi hai saath main mini fridge bhi thank god armaan ne sasnk sir se keh kar sab arrange karwa diya ab zada problem nahi hogi aur main tujhe tere 8th mnt ke end main akela nahi chod sakta

Muskaan: was very happy listning the arrangements I love u rahul

Rahul: I love u too ab tumara suitcase bhi pak ho Gaya chala main tumhe ready hone main madat kar deta hoon

 

In London

It was dark night there

 

Adhiraaj: shanty samjhne ki koshish kyun nahi kar rahi ho shrad aur maya kabhi

Shanty: kya hum dono main pyaar hai zada humari shadi bhi to aise hi hui thi to ab tum

Adi: zarrori nahi jo galti humne ki who humare bachhe bhi

Shanty: iska matlab mujhse shadi karke tumne galti ki

Adhi: maine yeh nahi kaha is waqt humhe yeh sab chodke humare bet eke ache ke barrein main sochna chaiye

Shanty: main uske bhale ke barrein main hi soch rahi hoon

Adhi: tum samajh

Shanty:bahut hoga aapka aur aapke bete ka ab aur nahi main kal ki rituraj bhaishab se baat karungi aur sagayi ki date finalise karne ke liye jitni jaldi hoga utni jaldi apni company merge hogi bhaishaeb ki yehi shart thi jis din sagayi hogi us din company merge ho jayegi

Adhi: tum sirf apne businees ke barrein main soch rahi hoon apne bete ki to tumhe koi phikar hi nahi hai tum kuch bhi karlo main yeh sagayi nahi hone dunga

Shanty: yeh sagayi hoka rahe gi adhi hoka rahegi

 

Shanti, sharad

 

 

Shanty: bete main kal aapki sagayi ki baat karne ja rahi hoon

Sharad: par mom apne kaha than a maya ki internship ke baad hi phir

Shanty: dekho beta abhi market ke jo halat hai recession ke time par yeh karna zarrori hai humari company no 1 tabhi ho sakti hai

Sharad:apko meri koi phikar nahi hai na mom sir business

Shanty:oh common beta tum bhi apne papa ki tarah kuch to practickle hke socho chalo ab raat ho chuki hai so jao

Sharad: par

Shanty: rumhi is shadi ke liye haan ki thi right to ab kya problem hai sgayi aaj ho ya 6 mahine baad what difference its make

Shanty leaves room

 

Sharad: main janta hoon maa yeh maine hi kiya tha mujhe laga anisha mujhe bhul chuki hogi par main bhul gaya tha ki hum dono ek doosre ko nahi bhul sakte maa main ek saath teen zindagi barbaad nahi kar sakta maine bahut koshihsh ki ani ko bhool jaun uski barrein main na sochu par main kya karoon maa who meri yaddon se batton se ehsaash se dil se jati hi nahi who meri rag rag main basi hai mom main is baar kamzoor nahi padunga India main zarror jaunga mom lekin maya se sagayi karne nahi apna pyaar phirse haasil karne  par yeh anisha mera phone kyun ahi utha rahi kabse phone kar raha hoon shayad busy hogi phirse try karta hoon

 

Anisha was sitting on caf avoiing sharad calls for numerouse times now just got fed up went to the store room and pick it up

Ani: tumhe samajh nahi ata I just don't want to talk to u

Sharad:ani pls listen to me once pls

Ani: no no more bahut hogaya sharad tumhe kya lagta hai jab tumhe meri zndagi se jana tha chale gaye aur ab achanak se aajoge no sorry aur nahi

Sharad: meri baat to suno deko ab

Ani: sharad pls stop ot pls aur agar ho sake to maya se bhi engagement tod do who tumhare saath kabhi khush nahi reh payegi sharad pls mera saath jo tumhe karna tha kiya uske saath aisa mat karo sharad I beg u pls usse chod do

Sharad: ani main tumari aur meri

Ani: ab humare bechhe kuch nahi hai tum ek saath kitni zindagion se kheloge sharad oh ya tumhe meri zarrorat phiscally hai aur maya ki paison ki wajah se kyun

Shard: what nonsense will u just shut up and listen to me once

Ani: no not more cut the call

Sharad: ani ani ani pls aniiiiiiiiiiiiiiiiiii

Just throw the receiver koi mujhe kyun nahi samjhta kyun tum aisa kaise soch sakti hoon main paison ke liye kaise oh god pls help main kya karun pls

 

 

 

 

Karan, princess

 

Karan: pricess ab tum so jao kabse chabar chabar kar rahi ho thak gayi hogi na

Pricess: dada main cho jaungi aap kuch khao apne raat se kuch nahi khaya hoga plshhhhh

Karan: mujhe bhook nahi hai

Maya: entering bhook kaise nahi hai tumne kal se kuch bhi nahi khaya

Princess: heloo maya aunty aap kaishe ho

Maya: heloo shikha main bilkul thik ho baby aap kaishe ho ab pain to nahi ho raha kissing her head lightly yeh aapke liye chocolates

Pricess: dairy milk wao yeh meri fabrite hai aapko kaishe pata

Maya: mujhe kaise pata hoga yeh to meri bhi favorite hai isseliye

Princess: wao aapki bhi same pinch

Karan who was enjoying there conversation at once started thinking  kash aisa hosakta kash maya aur pricess aur main hamesha saath reh patte kash again thinking tu yeh kya soch raha hai  yeh nahi ho sakta princess mujhe kiss eke saath share nahi karenge

Then to maya

Karan: tumhe duty nahi karni

Maya: nahi abhi mera off hai tum kuch khalo jake main yaha hoon

Karan: nahi iskizarrorat nahi hai

Ronak coming zarrorat kaise nahi hai kal raat se kuch nahi khaya chalo mere saath pushing him

Karan ronak

 

Karan: tum mujhe aise kyun le aaye

Ronak: who tujhe pata hai

Karan: kya pata hai tum sabko kya lagta hai haan yeh sab aahsaan hai samjhte kyun nahi ho main aur maya ek

Ronak: maine aisa kab kaha

Karan: to aur tune kya kaha mujhe ppata hai

Ronak: haan log canteen main khane aate hai main tumhe khane laya hoon tu hi maya aur tere barrein main sochne laga maan kyun nahi leta tu uske bina jee nahi sakta

Karan: jeen nahi sakta ab main tumhe je kar dikhaunga main usse ab baat bhi nahi karunga dekh lena

Ronak: dekhte hai tu kha aage

Karan: mujhe nahi kahna

Ronak: are yaar mera gusaa is bechare sandwitch par kyun nikal raha hai kha le kah forcing him to eat

Finally he ate it

Armaan Ridhima

 

RIDHIMA WAS EBNTERING IN THE KITCHEN AFTER HAVING LONG REFERSHING BATH

ARMAAN: ruk jao wahi tum yaha pair bhi nahi rakhna who mera area hai chup chap jake dinning table par baitho main abhi parathe lata hoon allo ke

 

Ridhima was now irritated by his behavior just made face and sat on the chaitr

While armaan brings three parathas and hot tea

Armaan: yeh lijiye madam aapka nashata

Ridhima: ab yeh bhi bata do main apne haaton se kha sakti hoon ya nahi

Armaan: matlab was confused

Ridhima: haan aur nahi to kya jhukna nahi hai ek glass bhi nahi uthana kitchen main nahi jana room saaf nahi karna to yeh bhi bata do khana khud kahan hai ya who bhi

Armaan: saaf saaf kyun nahi kehti mere haathon se khana hai

Ridhima: hmmmmmmmm

Armaan: are yaar kitni baar kaha hai gusaa mat hua karo mujhe acha nahi lagta jaan tumhe pata hai na muskaan starting ke dino main kitni week thi kitni blood ki bottles chadi thi main nahi chatha yeh sab tumare saath ho pls jaan I don't want to take any risk mujhe samjhne ki koshish karo na pls pls

Making puppy face

Ridhima: thik hai thik hai zada maska marne ki zarrorat nahi hai

Armaan that's like my jaan chalo ab khao feeding her

Ridhima: tum bhi khao na

Armaan: main baad main yeh tumare liye

Ridhima: teen main apni zindagi main bhi nayi khaye

Armaan: to ab khao do tumare liye ek chutku le liye jaldi jaldi

Ridhima know there is no way to convince him so he ate silently wih their cute talks and kuchikooing

 

Karan coming from canteen again see maya and shikha were very happy talking to each other and laughing pricess was enjoying with her

Karan: maya mujhe tumse kuch important baat karni hai

Maya: haan bolo

Karan: yaha nahi holiding her hand tighly and took her to store room

Maya: mujhe lag rahi hai karan u ar hurting me

Karan: aur jot um kar rahi ho

Maya: maine kya kiya

Karan: tumhe samjh nahi aata maine kaha na mujhse aur pricess se door raho phir kyun tum

Maya: main to bas

Karan: dekho maya main phirse princess ko koi takleef nahi dena chatha

Maya: maine usse takleef kyun dungi

Karan: takleef  tum uske karreb aaogi aur phir usse chod ke chali jaogi dekho main nachi chatha ke pricess ko koi gum bhi chu paye usse zada friendly hone ki zarrorat nahi hai um mujhse ar usse dur raho

Maya: par kyun main tumse

Karan: kyat um mujhse kya haan kya aage bolo ruk kyun gai shaking her

Maya: karan main tumse a;lmost crying

Karan: tum mujhse uske baad awaz nahi mikelgi maya kyun ki yeh ho nahi sakta tumari aur sharad ki bbaat pakki ho chuki hai kya tum ape dad se yeh bol pangi ke tum usse nahi mujhse pyar karti hoon jo ek bachi ka baap hai aur nahi uske paas bank balance hai aur nahi hi fame bol paungi nahi na  tum yeh kabhi nahi karogi deklho na hi main tumari tarah paise wala hoon ya tumhe who sarre asho armaan de sakta hoon jimein tum pali hoon main tumhe kuch nahi de sakta maya mujhe bhul jaaon aur mere aur prnicess se dur raho samjhee going from there

Karan was crying badly I am sorry maya par yeh zarrori hai tum jitni jaldi yeh baat apna lo utna acha hoga tumare liye aur mere liye

 

Maya was totally shaken fall down on ground : is main meri kya galti mere paas paisa hai is main main kya karun kyun sab mujhe chodte hai kyun anisha who was there in storeroom only seen this all and at once hug her

Anisha:thinking  main tumhe kabhi maaf nahi karungi sharad kabhi nahi

 


....................................................

 

Heloo friends sorry for late update ab se nahi hoga pakka

Perecap

What armaan is hiding

Kya shrad anisha ka ho payega , kya karan apne decision par kayam reh payega wait and watch

Love u karan

Karan ki dewani mithila



...............................



love

Riddss

 

Edited by Riddss - 14 years ago
Posted: 14 years ago
wow riddsssssssssssssss u were too good
AR ktichen scene 👏
ab pls ASharad aur Maya ka chapter jalsi se khatam karo aur unko Milao unke Apne Pyar se
KARAN-MAYA   n SHARAD- Anisha

pls dear
Edited by arlove - 14 years ago
Posted: 14 years ago
hey the FF has gone quiet faaar LOL but i'll try to catch up, loved the last part tho i was confused since dunno the story.LOL but i'll try to read it! thanks!
Posted: 14 years ago
woah Ridds  its really an awesome one mind blowingso cute woh AR going to be parents oh no he can't let her do anything in staring what's about in future not let her move from bed even allow her to freshen- up princess is really sweet kid this for her this for u for such a dynamic update plz continue it soon & thanks for the pm


Ridhima to Armaan
"I want some who will never leave my side,
I want someone who will say 'I love you' and mean it,
I want someone who will watch a Friday night movie with me,
I want someone who will put me in a happy mood,
 when I'm in a bad one,

I want someone who will hold me when I'm scared,
I want someone who will give me there jacket when I'm cold,
I want...............you (Armaan)"



https://www.portmeiriononline.co.uk/UserFiles/Image/luxury_chocolates_2.jpg



Nidha 
Posted: 14 years ago
Hey Mithila..
rocking update yar..
Finally  thought Armaan would go nuts thinking of Ronak as Ridhhima's admirer.. but things settled quite easily..
yar baaki sab ki bhi problem solve kar do na..
I loved Maya's scene with both Karan nd Princess..
Gosh..! Armaan would drive Ridhhima crazy at this rate, the type of care he is taking of her..😆..
glad that you would update this FF..
I thought to ask you but then you were already writing another FF for us so I thought maybe you've dropped thinking of this one..
 
Hey Ridss..
thanx alot for updating this FF..
nd thanx for the PMing me aswell..
 
luv
Rucha
Posted: 14 years ago
hey mithila
 
i m soo glad that you have updated with the part i was like wating for soo long for this , but i loved it ,
armaan allready knew about ronak , oh god , that was surprising , well loved that armaan don't overreacted , and he was soo calm with that , 
loved it , a lot maya ,  princess and karan part was great , and yaar i m in soo much of hatred with sharad mother , she is too cheap , i hate her , hope everythink    goes fine soon  , and sharad  will be successful in what he is planning for getting his love back,
 
and ar part was great  , oh god , armaan taking soo much of care of her , loved it , was very nice
 
please update with next part soon , please is baar jaldi update
 
will wait for that till then take care
 
and riddhi , thanks for the pm
 
lots of love
simi
Posted: 14 years ago
hey really nice
lvoed it
 
 
Lvoe Reshma
Posted: 14 years ago
wooow dear
it was a great great great part
wonderfully written
truly awesome
a worth wait part
gr8 job
waiting to read more
thanx for pm
love ya

Related Topics

doc-text Topics pencil Author stackexchange Replies eye Views clock Last Post Reply
Samaina FF: Dil Chahta Hain

pencil kavitha_r   stackexchange 30   eye 1216

kavitha_r 30 1216 14 days ago kavitha_r
Mishaan FF: Dil Hain Tumhara

pencil kavitha_r   stackexchange 8   eye 485

kavitha_r 8 485 5 months ago taahir004
♡ Fan-Fiction Book Cover Shop #25 ♡ [Note Pg 20]

pencil Grey-licious   stackexchange 195   eye 10604

Grey-licious 195 10604 12 hours ago melodyofflowers
Jab Mila Tu|| DT NOTE P.1||

pencil Farwa_Afaq   stackexchange 4   eye 290

Farwa_Afaq 4 290 4 days ago benisfroms
✍️Submit a Writing Prompt ✍️ Note P 48

pencil LizzieBennet   stackexchange 401   eye 36065

LizzieBennet 401 36065 1 months ago BrhannadaArmour

Topic Info

41 Participants 460 Replies 107790Views

Topic started by Riddss

Last replied by Riddss

loader
loader
up-open TOP