Pakistani Serials

Dawat Allah Ka Yaqeen

farooqrashid thumbnail
Posted: 15 years ago


==================

======================

=====================

=====================

===

=============================

=====

===================

=====
8888888888888888888888888888888888888888888888888888888888888888888888
======

=====

======

=====

=====

====

====

====

Created

Last reply

Replies

9

Views

5542

Users

5

Likes

2

Frequent Posters

Posted: 15 years ago
thank u very much so sweet
farooqrashid thumbnail
Posted: 15 years ago
This content was originally posted by: aaax

thank u very much so sweet

Jazak Allah for comments.😊
zufishan thumbnail
Posted: 15 years ago
thanksssssssssss Allah give u ajar
farooqrashid thumbnail
Posted: 15 years ago
This content was originally posted by: zufishan

thanksssssssssss Allah give u ajar

Aamin
Jazak Allah for comments
farooqrashid thumbnail
Posted: 14 years ago

DAWAT ALLAH SEY SAB KUCH HONEY KA YAQEEN AA JAIEY

================================================

Awam key numaindey ,hakomat aur insaaf ki kursi par bethney waley

maan baap hotey hain.Dastor ye hey key jo malik ki manta hey to

unn ki mani jati hey balkey pori makhloq manti hey.Aaj iss waqat

dekha gaya hey key jis sey mohabbat hoti hey uss ka naam ya baat

bar bar leney main,bolney main ya sun-ney main beyzar nahi hota balkey

dil key kanon sey sunta hey.Hona esey chahiey key baat kis ki hey?

kehney wala koi bhi ho.Neki karney wala hamesha neki ko dhon-d-ta hey.

Dunya main koi kisi sey naraz hota hey to uss ko aur koi bari mohabbat

ya taqat wala uss ko majbor kar key mana sakta hey.Magar Allah pak ko jis

ney naraz kia to dunya ki koi bhi bari hasti ya taqat Allah pak ko majbor

nahi kar sakti.Kion-k Allah pak jabbar hain,unn key samney sari makhloq

majbor hey.Dunya main her insaan apney taur tareeqey sey

kamyab hona chahta hey magar Allah pak jis sey,jab,jis ko kamyab karey

ga aur wo kamyab ho ga.Insan ko kamyab honey k liey deen pey chalna ho ga.

Deen kia hey?Allah pak key ahkaam aur tareeqey Hazor e pak

sal-lal-laho-alehey-wasal-lam,wajhey kainat,awaleen o aakhreen,sardar e anbiya,

mehboob e khuda,hidayat ka sooraj,Qayamat main pehley shafaat karney

wala,Jis ki shafa'at Allah pak ney iss dunya main qabol farmaie hey,jo

hey mera aur aap ka pasandida,namdaar Hazrat Muhammad

sal-lal-laho-alehey-wasal-lam- Allah pak ka qanon hey k iz-zat key kam karney

waley ko iz-zat detey hain.Jo zalalat key kaam karta hey Allah pak uss ko

zalil karta hey.Phir jis ko Allah pak zalil karey uss ko koi iizzat nahi dey sakta.

Jis ko Allah pak iz-zat den uss ko sari dunya mil kar bhi zalil nahi kar sakti.

Her kisi ka her amal dekh rahey hain.Jo karey ga wo apiey ga.Jo insaan

zamin walon pey reham karey ga tu phir (7) asmanon,(7) zaminon,pori

kainaat ka malik uss pey reham karey ga.Aajzi karney wala kabhi mayos ya

na-murad nahi ho ga.Khaliq ki ye sift hey key bandey ki bari sey bari ghalati

gunah ko maafi amngney sey maaf farma detey hain siwaiey shirk,kufar aur

nifaq key - Her kaam kartey waqat Allah pak ko samney mojod samjho

kion-key iss amal ka qayamat main hisab honey ka sochna chahiey.

Peer Peghambar dartey dartey iss dunya sey chaley gaiey humain bhi

aakhir ek din iss dunya sey chaley jana hey.Jo iss dunya main khaya aur jo

Allah pak ki raza khatir naik amal kar key agey bhej dia wo aakhrat ka

sarmaya hey.Aakhir dunya ki her cheez humain chorey gi ya hum unn ko

zaror chor den gey.Sath sirf amal ho ga chahey bura ho ga ya bhala.

Kion-k dab-bey ki qimat nahi lagti magar jo kuch dab-bey main hota hey

(chandi ya son) uss ki qimat lagai jati hey.Ye dunya ka / main dastor hey jis

bandey ki dil main khuda ka khauf hota hey dunya main Allah ta'ala uss

ko hidayat detey hain.Koi bhi inaam leney key qabil hona zarori hey.

Behesht main janey key liey apney aap ko laiq banana ho ga.Baqi

insha Allah khuda key fazal sey musalman aur momin ko behesht miley ga.

farooqrashid thumbnail
Posted: 14 years ago

How can I post more here in the same thread...plz tell me?

kalli thumbnail
Anniversary 18 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail + 2
Posted: 14 years ago

Thank you very much.

 
 
arabian_love thumbnail
Anniversary 15 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail Commentator 1 Thumbnail
Posted: 14 years ago
A bundle of thanks for the post 😃
farooqrashid thumbnail
Posted: 14 years ago
This content was originally posted by: urooj101

A bundle of thanks for the post 😃

Thanks for comments.